Bhai mere sun eik baat, pyar ka dhaga hai anmol
sant rahim keh gaye mat isko tu aise khol
khul gaya to bandh na sakega, bandh gaya to aaye jod
thago me se prem chalakta, yeh bhi hote hain anmol
Kalam ki takat ka satya to bebe ne diya hai bol
is trakat ke aage nahi koi, kitni baar le tu tol
aayi...