mere dhage p kyo lagaya taala

Status
Not open for further replies.

ritu

New member
deepak mere dhaage p kyu lagaya tune tala
kum se kum ye to mera hak h poochne wala
lagta h koi purana hisab barabar kiya h copy paste wala
dhage me kya kami thi jo ose band karva dala
logo ko warn karte to mante hum koi kam moderatero wala
kum se kum ek email hi kar dete ki ye ye h band hone wala
itni mehnat se thread hum likhte h aur tune o! jalim tala laga dala
:mad: :mad: :confused: :confused: :( :mad:
 
Bebbe lagna tha tala, laga gaya lagane vala..
ab kya kare koi? laut nahi voh samay aane vala..
Hoga voh hi jo sarpanch rachi rakha...
Tere kehne se kuch nahi badlane vala...

Dukh hai ki naam nahi likh paaye kayion ke
par naam bina likhe hi jaanta hai janne vala
ladai hui to sab kara dhara bigad gaya
Is se humko eik sabak milta hai seekne vala

Aage se rakhenge dhyan ki sahi kaha bado ne
jat jat ko na mare to aage koi nahi tikne vala
Ab chalo kuch achha aur soch lo bebbe
laga kar chala gaya vahan sarpanch ji tala...

Cheers!!

Shobhit Deshwal
 
unko h apne adhikar ka guman
hum bhi rakhenge apni kalm ka man
ek dhaaga band karo hum
agla shuru karennge
jhujharu h hum bhi dheeth pakke
ek tala vo lagaye agla dhaga hum rachenge
oske talo ka hoga ant shyad kahi
mere dhaage shitig se bhi pare na thamege
kalakr h hum hume h apni kala ka guman
adhikaro se raj karne wale kabhi to thamenge
Bebbe lagna tha tala, laga gaya lagane vala..
ab kya kare koi? laut nahi voh samay aane vala..
Hoga voh hi jo sarpanch rachi rakha...
Tere kehne se kuch nahi badlane vala...

Dukh hai ki naam nahi likh paaye kayion ke
par naam bina likhe hi jaanta hai janne vala
ladai hui to sab kara dhara bigad gaya
Is se humko eik sabak milta hai seekne vala

Aage se rakhenge dhyan ki sahi kaha bado ne
jat jat ko na mare to aage koi nahi tikne vala
Ab chalo kuch achha aur soch lo bebbe
laga kar chala gaya vahan sarpanch ji tala...

Cheers!!

Shobhit Deshwal
 
Bhai mere sun eik baat, pyar ka dhaga hai anmol
sant rahim keh gaye mat isko tu aise khol
khul gaya to bandh na sakega, bandh gaya to aaye jod
thago me se prem chalakta, yeh bhi hote hain anmol

Kalam ki takat ka satya to bebe ne diya hai bol
is trakat ke aage nahi koi, kitni baar le tu tol
aayi vipatti jab jab hai iska pata chala hai mol
nirala, premchand ne bhi bola satya vachan le tu bhi bol....

Cheers!!

Shobhit Deshwal


Dhagon ki itni chinta zara pyar ko phailao
Dhagon ki jagah pyar me bandh jaaooo
 
Threads !

.

रीतू की शायरी लाजवाब, एक मिशाल, एक हुनरमंदी -
मैं तो यूं ही 'ट्राई' कर रहा हूं - एक कोरी तुकबन्दी !
तेरा तो कोई कसूर ना रीतू, पर ये दुनियां बड़ी कठोर -
एक आशियां तूने बनाया था जो, उसमें घुस गए थे चोर ।

चरार-ए-शरीफ और स्वर्णमंदिर में भी घुस आये थे आतंकवादी -
उसका अन्जाम तो सभी को पता ही है - कैसी हुई थी बरबादी -
मंदिर के जो हिस्से टूटे, लोगों के जो दिल टूटे, उनका क्या था कसूर?
तो क्या ये कसूर बेचारे फौजियों का था, आखिर वे भी तो थे मजबूर !

अपने भाइयों ने तेरा धागा तुड़वाया, आखिर उनका भी तो कुछ फर्ज होगा -
कहा-सुना कुछ मानते नहीं - हमें दवा तो देनी ही है जब कोई मर्ज होगा ।
कहते हैं बड़े-बूढे - झोटे-झोटे ज़ब-जब लड़ते, होता झाड़ों का नाश -
तेरे धागे का वही हुआ, वे झोटे बन गए थे सब के गले का फाश ।

बच्चे का एक खिलोने टूटा - लगा रोने और गया अपनी मां के पास -
मां ने समझाया - बेटा, ये तो टूटते ही रहते हैं क्यूं है इतना उदास ?
कच्चे धागे तो टूटते ही रहते हैं जब तक कि वे ना बनते एक मोटी डोरी
एक नया धागा बना ले रीतू - तेरी कविता इतनी मीठी जैसे गन्ने की पोरी !
.

nb - वैसे मैं थोड़ा गलत लिख गया - 'धागा तुड़वाया' नहीं लिखना चाहिये था - वो टूटा नहीं, उस पर तो केवल ताला लगाया गया है ।
.
 
Last edited:
wah wah...wah...abhi tak hum peeche kyoon hain....bilkul nahi...aawaj do hum ek hain.... dhaaga kisne thoraa...usko hajir kiya jaye... kitne piar se thaga buna thaa hamari bahno ne...aur wo jhatak se tor diyaa..uyeh kaisa julam kiaa...woh re nirdai....hahhahaha tujhe jara bhi daya naa aayee...kisi ne dhaga katta , kisi ne ranga...fir piar se bunai ki...aur tumne kainchee chala di...haaye ree...haiiiiiiiiii

enhi logon ne, enhi logon ne, kat diya tagga mera, hai tagga mera..
poori dupahree wo tagga katta manne, par dekho logo, kat diya unne

mere sahaliyon ne ranga mere tagge ku, par dekho logo, kaat diya unne
mere tagge pe kisi ne marre chintte, par zalim kyun kaat diya tunne

charkha mera hai ebhi bhi pakka, mai kattungee fir ek pakka tagga
ebke dekhoongi, kaiun kattege mera yu pakka tagga, mera yu pakka tagga..

etna pakka kattenge tagga es ber ki dekhte rah jaogeeeeeeeeee...haan..

RK^2
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top