Search results

  1. S

    Azharuddin joins Congress!

    Sahi kaha Gajender bhai, Par ye saare congress ke hidden agenda hain. Khulkar in sab ko wo accept nahi kar sakte.. aur agar accept kar liya to inka vote bank koi aur loot le jaayega.. Saare ke saare ek hi thaili ke chatte batte hain........ :)
  2. S

    pen-drive security problem.

    Chal badhiya hai bhai tera kaam to ho gya, hum bhi aage ke liya yaad rakhenge ise. :)
  3. S

    jat ki juban

    Bobby bach ke rahiye kadhe iske ASLI RANG me HOLI te pahle hi rangeen ho ja................ :D:D
  4. S

    May i help you .......

    Good Sir, Thanks for quick reply. Hope other members will also take the initiative like you.:)
  5. S

    May i help you .......

    Let's start myself with adding 1 more option:----- NAME OF THE COMPANY IRIS NATURE OF COMPANY BUSINESS MARKET RESEARCH WORKING AS BRANCH HEAD (WEST REGION) CONTACT DETAILS aryaspshinde@gmail.com CURRENT LOCATION MUMBAI :)
  6. S

    May i help you .......

    Bhai Vivek,.......... Thread to bahoot achha start kiya hai lekin aapne kewal 4 hi option diya hain Agar isme 5th Option aur jod dete LOCATION (current) to aur bhi suvidha rahti ek dusre se sahayata prapt karne me.:)
  7. S

    India in NewZealand

    Arre bhai rocky kyun Dhoni ke peechhe pad gya :D. Dhoni Indian Cricket Team me Wicketkeeper hai. Jo ab Caption bhi hai. Uske Style ke baare me mat puchho. Kyonki uska kaam wicketkeeping hai aur usme wo chukta nahi hai. Bhai uski Batting to bonus hai. Aur ek baat aaj tak Ganguly ke baad ka...
  8. S

    Hidden meanings of current work culture

    Sunita ji, hame bhi bata diyo sahi kah rah hain ke Virender ji HR walo ke baare me. Kerak hame bhi gyaan sa ho jaaga oonhi Recession chal raha hai kadhi ku mhare HR wale bhi aise goodh baat kah to hame bhi baara paat ja pahle hi :)
  9. S

    Parliament Elections 2009@ Your Views n Votes!!

    Harish ji, Saari parties ek dhaal ki hain. wo kahya kare ne ek "LANKA ME SAARE BAWAN GAJ KE" kahan te chhote ku pakdoge. Is Rajneeti ke hammam me saare ke saare nange hain. Sid bhai ne bilkul sahi kaha hai ki "There will be no long term policy to advance education, healthcare, energy needs...
  10. S

    Thau Bhaulan ka parsad

    Arre daaki chennai me jaake bhi tajhe ye oolbaad sujhe ke. chal anyway good joke indeed. :D
  11. S

    Weakness or Strength???

    KILLKKI TAULL wale sharmaya na karte, sharmane ka kaam to SHARMA JI ka hai. Jaato ka kye matalb sharmaane se. mere vichaar se meri sabse badi weakness hai ki main kuchh jyada hi positive rehta hoon par is story ko padhne ke baad lagta hai ki yahee meri sabse badi strength bhi hai kyonki...
  12. S

    India in NewZealand

    Bobby bhai, CRICKET bhi politics aur bhai-bhatijavaad (kshetravaad) se achhuta nahi hai. Ye sab chief Selector Srikant ki vajah se hooa hai..... Aise aise players liye hain ----- Dinesh Karthick - gharelu matches me to usse kuchh hota nahi hai baahar ja ke kye karega. Munaf Patel - Theek se...
  13. S

    India in NewZealand

    Cricket Fans ki ya definition kasooti kaadhi sunita ji, lekin kuchh bhi CRICKET sabte jyada popular game hai india me. Aur T-20 ki vajah se aur bhi jyada popular hota ja raha hai........
  14. S

    Sundu ka ilaaj

    Yaa bhi kasooti kahi anil bhai. dawaai jib rotiyan ki tariyo khaa li te ibb manne khaa le hahahahaha :rock:rock:rock
  15. S

    "Tawla Sa Khoon Chadwa Liye"

    Leel bhai .......... Superman ki dhaal to rehan do ebhi wo to byaah paachhe bhi ban sake. Pahle chhore ke maathe chawal lag jaan do fer chahe laal chaddi wala Superman banaiyo chahe makdee wala spiderman banaaiyo...:D
  16. S

    Weakness or Strength???

    Great story virender ji, it does not matter is this true story or not. But yeah we can learn a lot from this story. After read this story i came to know that one of my weakness is my no. 1 strength. Thanks Virender Ji for sharing a nice story!!!!!!!!!!!!. :)
  17. S

    "Tawla Sa Khoon Chadwa Liye"

    Theek hai Sunita ji, to aaj to bobby shagird hogya mera. er le ke naam mera maar laambi laambi daank. jo kuchh hoga paachhe te main dekh lunga................... :rock
  18. S

    Potential

    Sahee hai sunita, aise aise andy matlab to Sundu hi bata sake hai. hahahahahaha Killkkiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii :rock:rock:rock:rock:rock
Back
Top