Sundu ka ilaaj

Status
Not open for further replies.

sandeep5

New member

एक बार सुंडू बीमार होगया और डॉक्टर से दवाई ले कर घर चला गया .

कुछ दिनों बाद सुंडू दोबारा से डॉक्टर को दिखाने के लिए गया :--------------

डॉक्टर ने सुंडू से पूछा :- अब आपकी तबियत कैसी है ?

सुंडू : डॉक्टर साहब पहले से ज्यादा ख़राब हो गयी है .

डॉक्टर : दवाई खा ली (खाली) थी क्या ?

सुंडू : नहीं डॉक्टर साहब दवाई की शीशी तो भरी हूई थी

डॉक्टर : अरे सुंडू भाई मेरे कहने का मतलब है कि दवाई ले ली थी क्या ?

सुंडू : जी आपने दवाई दे दी थी और मैंने ले ली थी

डॉक्टर : अबे दवाई पी ली (पीली) थी क्या ?

सुंडू : नहीं डॉक्टर साहब दवाई तो लाल थी

डॉक्टर : अबे मूर्ख दवाई को पीलिया था क्या ?

सुंडू : नहीं डॉक्टर साहब पीलिया तो मुझे था

डॉक्टर (बाल अपने नोचते हूए) : अबे तेरी तो, दवाई को मुह लगाकर पेट में डाला था कि नहीं ?

सुंडू : नहीं डॉक्टर साहब

डॉक्टर : क्यों ?

सुंडू : क्योंकि ढक्कन बंद था

डॉक्टर : हे भगवान ! . तो ढक्कन खोला क्यों नहीं ?

सुंडू : डॉक्टर साहब आपने ही तो कहा था कि, शीशी कि ढक्कन कस कर बंद रखना.

डॉक्टर : मुझे माफ़ करो. मैं तुम्हारा इलाज़ नहीं कर सकता.

सुंडू : अच्छा डॉक्टर साहब ये तो बता दो कि मैं ठीक कैसा होऊंगा ?

डॉक्टर : :mad: :mad: :mad: :tamatar:tamatar:tamatar:eek: :eek: :eek: :eek:

Uutt ke uutt ibb isne angrezi mein koun likhega

Tera to dhyaan raakhna hi padega bobby:------

ek baar sundu bimaar ho gya aur doctor se dawai le kar ghar chala gya.

kuchh dino baad sundu dobara se doctor ko dikhane ke liye gaya :--------------

doctor ne sundu se poochha :- ab aapki tabiyat kaisi hai?

Sundu: Doctor sahab pahle se jyada kharab ho gyi.

Doctor: Dawai khali thi kya?

Sundu: nahi doctor sahab dawai ki shishi to bhari hooye thi?

Doctor : arre sundu bhai mere kahne ka matlab hai ki dawai le li thi kya?

Sundu : Ji aapne dawai de di thi aur maine le li thi

Doctor : abey dawai peeli thi kya ?

Sundu : Nahi Doctor Sahab dawai to laal thi.

Doctor : Abey moorakh dawai ko peeliya tha kya?

Sundu : nahi doctor sahab peeliya to mujhe tha.

Doctor (apne baal nochte hooye) :abey teri to, dawai ko mooh lagar pet me dala tha ki nahi ?

Sundu : Nahi Doctor Sahab.

Doctor : Kyon?

Sundu : kyonki dhakkan band tha.

Doctor : hey Bhagwan ! to dhakkan khola kyon nahi ?

Sundu : Doctor sahab aapne hi to kaha tha ki shishi ka dhakkan kas kar band rakhna.

Doctor : Mujhe maaf akro. main tumhara ilaaz nahi kar sakta.

Sundu : Achha doctor sahab yeh to bata do ki main theek kaise hounga ?

Doctor: :mad: :mad: :mad: :tamatar:tamatar:tamatar:eek: :eek: :eek: :eek:
 
एक बार सुंडू बीमार होगया और डॉक्टर से दवाई ले कर घर चला गया .

कुछ दिनों बाद सुंडू दोबारा से डॉक्टर को दिखाने के लिए गया :--------------

Hahahahaha bhai maza aagya...use na koi bhi thik kar sakta hahahahahah:p:p:p:p:p:p:p:p:p
 
HahahahahahaHahahahahahaHahahahahaha.
ibb meri bi sun le sandeep. Chutkalla to jama dhaakad tha arr tere likhan ka style bi. Fer 1 kami thi yu chutkalla to raju srivastav ka hai :D sundu ka koni :D
baki suwad tere aaley mein ghana aya
 
Arre bobby yu raju srivastav bhi sundu te kam na hai. unne bhi to inghe unghe te utha ke apne chutkule bana raakhe. Yu mhare sundu ka purana chutkula se jo raju srivastav apna bana ke sunave hai :D :D

hahahahaha KKIILLLLKKKKiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii

:rock
 
kkiiiilllllllkkkkkaaaaaaaaaaaa. Matlab apna sundu sabte upar hai. Sundu zindabad
 
Arre bobby yu raju srivastav bhi sundu te kam na hai. unne bhi to inghe unghe te utha ke apne chutkule bana raakhe. Yu mhare sundu ka purana chutkula se jo raju srivastav apna bana ke sunave hai :D :D

hahahahaha KKIILLLLKKKKiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii

:rock

bhai raju sriwastav ke adde chutkale haryanvi alle s ,,,,,,,,,,,baki iss sundu alle pe kilkiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
 
Ek saachi baat yaad aa gi :D

papa sunaaya kare sain ...

Asaam mein air force station ki baat sai ....

ek aurat bimaar hogi ar doctor ke paas chali gayi. air force mein doctor bhi air force ke afsar hi hua karein ... us afsar nai dawaii de di , 4 din ki ...

waah madam 2 din baa dhi jaa li doctor dhore fer ...
tai usne poochi ki tabiyat kaisi hai , waah boli kimai bhi araam koni....ar meri tai dawaai bhi khatam hogi...
usne poochi ki 4 din ki dawa 2 din mein kaise khatam hogi ...

waah boli ki main double khaa gi ...
:D

woh bola : ibb manne khaa le :D:eek:
 
Yaa bhi kasooti kahi anil bhai. dawaai jib rotiyan ki tariyo khaa li te ibb manne khaa le hahahahaha :rock:rock:rock
 
Ek saachi baat yaad aa gi :D

papa sunaaya kare sain ...

Asaam mein air force station ki baat sai ....

ek aurat bimaar hogi ar doctor ke paas chali gayi. air force mein doctor bhi air force ke afsar hi hua karein ... us afsar nai dawaii de di , 4 din ki ...

waah madam 2 din baa dhi jaa li doctor dhore fer ...
tai usne poochi ki tabiyat kaisi hai , waah boli kimai bhi araam koni....ar meri tai dawaai bhi khatam hogi...
usne poochi ki 4 din ki dawa 2 din mein kaise khatam hogi ...

waah boli ki main double khaa gi ...
:D

woh bola : ibb manne khaa le :D:eek:

:rock :rock
 
very good

एक बार सुंडू बीमार होगया और डॉक्टर से दवाई ले कर घर चला गया .

कुछ दिनों बाद सुंडू दोबारा से डॉक्टर को दिखाने के लिए गया :--------------

डॉक्टर ने सुंडू से पूछा :- अब आपकी तबियत कैसी है ?

सुंडू : डॉक्टर साहब पहले से ज्यादा ख़राब हो गयी है .

डॉक्टर : दवाई खा ली (खाली) थी क्या ?

सुंडू : नहीं डॉक्टर साहब दवाई की शीशी तो भरी हूई थी

डॉक्टर : अरे सुंडू भाई मेरे कहने का मतलब है कि दवाई ले ली थी क्या ?

सुंडू : जी आपने दवाई दे दी थी और मैंने ले ली थी

डॉक्टर : अबे दवाई पी ली (पीली) थी क्या ?

सुंडू : नहीं डॉक्टर साहब दवाई तो लाल थी

डॉक्टर : अबे मूर्ख दवाई को पीलिया था क्या ?

सुंडू : नहीं डॉक्टर साहब पीलिया तो मुझे था

डॉक्टर (बाल अपने नोचते हूए) : अबे तेरी तो, दवाई को मुह लगाकर पेट में डाला था कि नहीं ?

सुंडू : नहीं डॉक्टर साहब

डॉक्टर : क्यों ?

सुंडू : क्योंकि ढक्कन बंद था

डॉक्टर : हे भगवान ! . तो ढक्कन खोला क्यों नहीं ?

सुंडू : डॉक्टर साहब आपने ही तो कहा था कि, शीशी कि ढक्कन कस कर बंद रखना.

डॉक्टर : मुझे माफ़ करो. मैं तुम्हारा इलाज़ नहीं कर सकता.

सुंडू : अच्छा डॉक्टर साहब ये तो बता दो कि मैं ठीक कैसा होऊंगा ?

डॉक्टर : :mad: :mad: :mad: :tamatar:tamatar:tamatar:eek: :eek: :eek: :eek:

g sa aa gaya pad k
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top