1 PATHAN apni famly k sath
Jungle me rehta tha,
1 din usy Jngle se 1 Shesha mila,
Wo smja k us k bap ki Tsweer hy,
Wo usy apny Ghar ly gya Or us se
roz baten krne laga,
Uski Bivi ko Shak hua,
Aik din Shohar ki gair mojodgi me
us ne Shisha nikala or apna Aks
dekh kr boli?
Acha to ye hy...