Ek din, mein dilli pahuncha, Station pe ek coolie se bahar jane ka rasta pooncha, Coolie ne kaha bahar jaake poocho.
Maine khud hi rasta doondh liya, Bahar jaake taxiwale se pooncha, "bhai saab Aagre ka kitna loge?"
Jawab mila, "bechna nahi hai.."
Taxi chhod, maine bus pakad li...