Ek baar ek sardaar jee apnee wife ke saath Tajmahal dekhane gaye.
Sardaarni ne gusse mein kaha : Dekha , Shahjahan ne apnee wife ke liye Tajmhal banwaya tha? Tumne kya kiya?
Sardar ne kaha : maine bhi ek 200 gaj ka plot leker daala hua - bus teri hi taraf se der ho rahee hai.