khushi aati hai kabhi kabhi ghar main mehmaan ki tarah,
is se to lakh guna acha hai gum jo rehta hai ghar main har waqt paidaan ki tarah,
khushi paane ko karte hai log jatan lakhon,
gum milta hai muft main pushtaini khandar makaan ki tarah,
khushi main poojte hai sabhi bhagwan jaisey,
gum main...