khushi aati hai kabhi kabhi ghar main mehmaan ki tarah,
is se to lakh guna acha hai gum jo rehta hai ghar main har waqt paidaan ki tarah,
khushi paane ko karte hai log jatan lakhon,
gum milta hai muft main pushtaini khandar makaan ki tarah,
khushi main poojte hai sabhi bhagwan jaisey,
gum main adhik se adhik door rakhna chahte hai shaitaan ki tarah,
khushi main beganey bhi ho jaate hai apney,
gum main to apne bhi ho jaatey hai anjaan ki tarah,
khushi buri hai jo chupati hai chehrey,
gum behtar hai jo batata hai apne paraye poori pehchaan ki tarah......