????****!!!!####

Status
Not open for further replies.

malikmca

New member
An Elephant meets an Ant!!
On Introduction:




Ant: Haathi tumhari umar kitni hai?
Elephant: Paanch Saal !!!



Ant : Paanch Saal aur itnay bade !!!
Elephant: I AM A COMPLAN BOY

Elephant:Cheetti tumhari umar kitni hai ?
Ant: Tees Saal.

Elephant: Tees Saal aur itni chhoti.
Ant: Haan .... Meri TWACHA SEY MERI UMR KA PATA HI NAHI CHALTA !
 
hi malik
good one bhai par bahoot dinna main ek chutkala bhejo ho
tawale tawale aan diya karo
bye
 
i also remembered somthing about kidi

really good.

bachpan ki yaad aa gayi.............

somthing which i heard in childhood with no meaning....

*********

kidi chadhi pahad pai, pee ke nau(9) man tail.
haathi ghode liye kaakh main, sar pe dhar li rail

1 man =40 k.g.


************


kidi mar gi pahad pe, khichan chale chamar.

900 jodi juti ban gi, saante kai hazar..

**********************

i hope no problem in understanding.
 
Last edited:
Bahoot achche Sanddep bhai....

isi te milta julta ek aur ....


ek bar ek chuhe aur hathi ka bacha jungle me ghumte gumte mile....chuha Hathi ke paas ja ke bola bhai tu kaun hai aur teri umar kitni hai...hahti ka bacha bola ke mai hathi hoon aur meri umar hai 2 saal...fir Hathi ne chuhe se pucha ke tu kaun hai.....chuha bolya ke yar hoon toh mai bhee Hathi....par bachpan se hee thoda beemar sa rahoon...
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top