Aag or fire brigade

  • Thread starter Thread starter writetosandeep
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
W

writetosandeep

Guest
Ek bar ek Kishan Ke Khet(farm) mein aag lag gayii.. to usne DamKal Vibhag(Fire Brigade) ko pfone kiya,,
fire brigarde ki gadiya ayii.
magar tak tak agg bekaboo ho chuki thi... fire brigade ke jawan agg nahin bhuja paa rahe the..
thabi ek fire brigade ki gaddi aayi or sidhi khaet mein andar ki taraf chali gayi ur bheech mein ja
ruki....
ek jawan utra or usne charo tarf pani dalna suru kar diya ....
thodi der mein usne aag par kaboo pa liya ..

kisan usse bada kush hua or 1000 rupye inam mein diye.. or uski bhaduri ki tareef ki..

press walo ne pooncha ki tum is paise ka kya karonge...

usne apne kapdoo se rakh( ash) jadte hua bola...

" Sidha mechanic ke pass jaa kar truck ke break theek karaunga...."

??
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top