Aaj Ki Taja Khabar

krishanbaloda

New member
Lo bhai eb tam aaj ki taza-2 khabar sun lo Ramfal bhai se

Mayavati sabhi Parks me Haathi lagayegi.

Ramfal, "Sukar s isti PM nahi banaya nahi t sab gharan m Haathi ye dikhne the are maans Jangal m"

Rekha(BW Actress) ne Kaha Abhi to mai Jawan hun.

Ramfal,"ebe to Sheila b Jawan padi s"

View attachment 11431

Kasmir me 4 aatankwadi mare gaye

Ramfal, "Ye jinda rahan s to saare des n dukhi karan s aar eb ye mana dukhi karage par duty to karni ye s en ke naam s Alllooww.. Muuubbaarkkk Khan, bakiyan ke naam ape jod liyo"

Khabren aabhi or bhi hai Dekhte rehiye JL ka Humor section with Ramfal.
 
Last edited:
Bhai Ramfal ne khabare to sahi-2 suna di ... lekin Bahan Ji ne bera paat jaga na .. to wo Rafal ke dhore haati hi laga degi ... bina baat mara jaga wo .. :) .. :P
 
Lo bhai eb tam aaj ki taza-2 khabar sun lo Ramfal bhai se

Mayavati sabhi Parks me Haathi lagayegi.

Ramfal, "Sukar s isti PM nahi banaya nahi t sab gharan m Haathi ye dikhne the are maans Jangal m"

Rekha(BW Actress) ne Kaha Abhi to mai Jawan hun.

Ramfal,"ebe to Sheila b Jawan padi s"

View attachment 11431

Kasmir me 4 aatankwadi mare gaye

Ramfal, "Ye jinda rahan s to saare des n dukhi karan s aar eb ye mana dukhi karage par duty to karni ye s en ke naam s Alllooww.. Muuubbaarkkk Khan, bakiyan ke naam ape jod liyo"

Khabren aabhi or bhi hai Dekhte rehiye JL ka Humor section with Ramfal.

hahahhahahahahaha bhagan kar diya bhai is thread ne to................ katti kasuta dhumma tha rakha se ramfal ne to.............
 
Back
Top