Aane wale waqt mein jindagi aassan nahin rehna wali
Baat jarrur kahungga jo hei kehna wali
Competition yahan bhayankar,behissab hoga
Dil tutteingge beinteha,nazara aam hoga
Izzat ko feink diya jayega saddkon par,sab kuchh hoga yahan jaali
Baat jarrur.......................
Har dil mein dhokha,chhal,kapatt aur beimani hogi
Kisi ko kisi se hamdardi nahin hogi
Tankhwa bhi motti mileggi par khar phir bhi rahega khali
Baat jarrur...............
Loot ka nazara har nookkadd pe aam dekha jayega
Har chorahe pe Ravan talwar liye khadda payega
Naari ki dasha nahin sudhharne wali
Baat jarrur................
Maa-Baap,bhai-behen begane ho jayeingge
Doston ke pyar ke paimane baddal jayeingge
Paissa khudda hoga,maryada hogi maa kali
Baat jarrur.........................
Har saanss se ek aah nikal jayegi
Haya badtameezi ke paani se nahayegi
Ye hawa ki bayaar aissi nahin rahne wali
Baat jarrur...........................