haath se lamhen gire kuchh aise, shaakh se patte gire hon jaise,
ek bhi lamha judai ka aisa laga , pichhe kai sadiyan gai hon jaise.
lamhe giraye nahi bitaye jaate hain,
yaadon ki tarah ankhon me sajaye jaate hain
milan se pehle to judai bhi nahi aati
aise milan me kai baras lag jaya karte hain