Ab se pahile tak maine kaiyon ke profile dekhi to paya ke mere te baad me bharti hoke be log Active member ban ge. Ar meri bharti (jatland.com par) unte b pahile ke thi mujhe aj lo Member ka hi darja mila hua tha... Main ghana dimag lagaya ulta sidhha sara option lagaya, akhir me apne ap ko Active Member bana paya... Ab lo yo meri samajh me na aaya ki Main aisa kaun sa parcha pass kar aaya.... ....
Par yo laage hai Yo promotion apne is parivar me activity ke adhar par milta hai... Agar koi gyani dhayani kuch or janta ho to batao... Sath hi ap aj kyon khush ho batao (ar apni khushi batne ka inam pao).......