Ajit...... Back Again

  • Thread starter Thread starter nainsandeep
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
N

nainsandeep

Guest
Ajeet: Raabert, in kutton ke saamne yeh Compooter laga do aur debugger
starrt kar do.
Raabert: Lekin kyoon, baas?
Ajeet: Saale Checkpoint mein atak jayenge.

--------------------------------------------------------------------------------

Ajeet: Raabert, Test Match mein kyaa ho raha hai ?
Raabert: Boss, Vivian Richards chhakke pe chhakka maar raha hai.
Ajeet: Saaleh ko sabak sikhana padega. Lunch break mein usse phone milana.
Raabert: Yes Boss.
Ajeet: (on phone, to Richards): Veeveeyun Reechards, tumhari Maa hamare
kabze mein hai .......

--------------------------------------------------------------------------------

Scene: Ajeet comes to know about the traitor in his gang.
Ajeet: Raabert, ise ShamePain mein daal tho, agar Shame se nahi mara
to Pain se mar jayega.
=========================================

Scene: Ajeet ordering his chela to kill the enemy
Ajeet: "Raabert, Isss Haramzaade ko social security pe daal doo. Saale ko
Society jeene nahin degea aur security isse marne nahin degea.

===========================================

Scene: Raabert had twins and comes to the "Boss".....
Raabert: Boss, mere dono bachon ke liye koi naam bataiye..
Ajeet : Ek ka naam rakho Peter....
Raabert: boss or doosre ka ?
Ajeet: Repeater.

--------------------------------------------------------------------------------


Scene: Raabert had triplet and comes to the "Boss".....
Raabert: Boss, mera teen bachche ka keya naam shoche hein aap?
Ajeet: Ek Naam rakhkho, Peter, Repeater aur Wang Chung.
Raabert: Teesra ka naam "Wang Chung" kiu boss???!!!
Ajeet: Beokuf, tumhe malum nehi...is prithwi me paida hone waalaa har
teesra bachcha Chinese hota hai.
 
Ha ha ha .......

********
Ajeet: Raabert, Test Match mein kyaa ho raha hai ?
Raabert: Boss, Vivian Richards chhakke pe chhakka maar raha hai.
Ajeet: Saaleh ko sabak sikhana padega. Lunch break mein usse phone milana.
Raabert: Yes Boss.
Ajeet: (on phone, to Richards): Veeveeyun Reechards, tumhari Maa hamare
kabze mein hai .......
 
Very good ones !!!
___________________________________________________________________________
Sandeep Singh Nain (Jun 26, 2003 04:49 a.m.):
Ajeet: Raabert, in kutton ke saamne yeh Compooter laga do aur debugger
starrt kar do.
Raabert: Lekin kyoon, baas?
Ajeet: Saale Checkpoint mein atak jayenge.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top