"akhbaar" ya .....

Status
Not open for further replies.

sanjeevmalik

New member
Ek miyan bibi the.
Subah ka waqt tha.
Taja-taja akhbaar aya hua tha.
Bibi, apne miyan ko akbhaar pad kar suna rahi thi, aur miyan ko raat ka “Hang Over” tha.
Akhbaar mein sharab par bahut si baaten liki hui thi.
Bibi pad kar suna rahi thi ki sharab ke kitne nuksaan hai, sharab kitni buri cheez hai.
Miyan sunte rahe aur thodi der ke baad bole ki “kal se band kar denge”
Bibi bahut kush hui ki miyan bahut samajdar hain aur ab sharab pina band kardenge.
Lekin, doosre din subah hui tho deka ki ”akbhaar band ho gaya”
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top