Andh-Bhagti

Status
Not open for further replies.

jitendershooda

New member
http://in.jagran.yahoo.com/news/local/haryana/4_6_4871052.html

जींद, जागरण संवाद केंद्र : महाभारत कालीन प्रसिद्ध पांडु पिंडारा तीर्थ के तालाब में मंगलवार शाम हजारों मछलियां मर गर्इं। पिंडदान के लिए सोमवती अमावस्या पर श्रद्धालुओं द्वारा भारी मात्रा में डाला गया आटा, गुड़ व अन्य सामान मछलियां की मौत का कारण बताया जा रहा है।
सोमवार को सोमावती अमावस पर हजारों लोगों ने पांडू पिंडारा तीर्थ पर पिंडदान किया था। तालाब में मंगलवार शाम लोगों ने मरी हुई मछलियां पानी के तल पर तैरती देखी। उन्होंने इसकी सूचना तुरंत तीर्थ के अधिकारियों को दी। हरियाणा आश्रम के संचालक चंद्रानंद ने बताया कि तीर्थ में मंगलवार को हजारों की संख्या में मछलियां मर गईं। उनका मानना है कि मछलियों की मौत का मुख्य कारण सोमवती अमावस्या के अवसर पर श्रद्धालुओं द्वारा भारी मात्रा में डाला गया आटा व गुड़ आदि सामान है। इसके अलावा श्रद्धालुओं ने पानी में कागज, रोटी, कपडे़, नारियल तथा अन्य सामान भी डाल दिया। उन्होंने बताया कि मछलियों ने इस खाद्य पदार्थो को काफी मात्रा में निगल लिया, तथा ज्यादा खाना खाने की वजह से उनकी मौत हो गई। इसकी वजह से तालाब की हजारों मछलियां मर गर्इं।
ग्रामीणों का आरोप है कि सोमवती अमावस्या पर प्रशासन द्वारा पुख्ता व्यवस्था न किए जाने से मछलियां मरी है। उनका कहना है कि अमावस्या के अवसर पर लाखों श्रद्धालु यहां पिंड दान करने आते है। इस दौरान वे अपने साथ आटा, गुड़, चावल आदि खाद्य पदार्थ लेकर आते है। अगर प्रशासन पुख्ता प्रबंध कर श्रद्धालुओं को ज्यादा खाद्य सामग्री ले जाने से रोकते तो मछलियों की मौत न होती।
इस संबंध में जब तीर्थ के प्रशासक एसडीएम सतबीर सिंह से संपर्क करने की कोशिश की तो भरसक प्रयासों के बाद भी उनसे संपर्क नहीं हो पाया।
 
yehi to andh shradhha ka parinaam hai...
bhagwan krishan ne kaha hai ki vishwas ka ankur yadi tark (logic) ki bhoomi se phoote, to hi vo vishwas hai, anyatha andhvishwas hai
 
Arvind bhai yea andh Bhakti Nahi hai, Vayvastha ka dosh hai.

Bhai hamarey yahan vayvastha key naam per kuchh bhee sahi nahi hai anyatha to Talab mein daali gaee khadya samagree say to Machliyeo ka bhala hee hona tha or logo ko aatmeek shanti to miltee hee hai per Jayada khaney kee vajah say machhliya mer gai. Vahan agar vayvastha theek hoti to kuchh khaney ka saman usmen daltey or bacha hua bhavishay mein kaam aata. Is perkar key aayojan to kabhee-2 hee hotey hai.

Vayvastha mein kamee key karan hee Jodhpur or Kuchh samay pehley Himachal key mandiro mein dardnaak hadasay hua agar vayavstha theek hoti to in hadso say bacha ja sakta tha.


yehi to andh shradhha ka parinaam hai...
bhagwan krishan ne kaha hai ki vishwas ka ankur yadi tark (logic) ki bhoomi se phoote, to hi vo vishwas hai, anyatha andhvishwas hai
 
Nothing new Jitu! Its the people, ofcourse!
Manne dekhya tha ek bae baba Haridas ke mandir main....issey nariyal bagaa bagaa marey they door tae-ae chaahe kiseka sir phooto....unhe koi matlab nahin....More or less its blind faith to be blamed, majority of 'em.
 
Dharam bheeru sein....kuchh ba krya ja sakta inka jitu......only answer is Education jiski taraff koi tawazzo de e na rhya!
 
Poons tu kade udde mannat maangan to na gayi ho:p
Nothing new Jitu! Its the people, ofcourse!
Manne dekhya tha ek bae baba Haridas ke mandir main....issey nariyal bagaa bagaa marey they door tae-ae chaahe kiseka sir phooto....unhe koi matlab nahin....More or less its blind faith to be blamed, majority of 'em.
 
Bhai hamarey yahan vayvastha key naam per kuchh bhee sahi nahi hai anyatha to Talab mein daali gaee khadya samagree say to Machliyeo ka bhala hee hona tha or logo ko aatmeek shanti to miltee hee hai per Jayada khaney kee vajah say machhliya mer gai. Vahan agar vayvastha theek hoti to kuchh khaney ka saman usmen daltey or bacha hua bhavishay mein kaam aata. Is perkar key aayojan to kabhee-2 hee hotey hai.

Vayvastha mein kamee key karan hee Jodhpur or Kuchh samay pehley Himachal key mandiro mein dardnaak hadasay hua agar vayavstha theek hoti to in hadso say bacha ja sakta tha.

vyavastha ki baat apni jagah theek hai. but root cause is andh shradha. bhakti ka arth agyaan nahi hai..
 
kitki mannat.........visited once during my childhood times (jab kati bawle they....kaash dhang ki mannat maang li hoti...;)). Manne bera sae waise tera ishara kaun si mannat ki taraf sae...daakan..:D

Poons tu kade udde mannat maangan to na gayi ho:p
 
kitki mannat.........visited once during my childhood times (jab kati bawle they....kaash dhang ki mannat maang li hoti...;)). Manne bera sae waise tera ishara kaun si mannat ki taraf sae...daakan..:D
Poonam bahen jeevan me aisi kon si kami rah gai jis ki mannat na mangan ke karan paschhta rahi ho
 
Bhai hamarey yahan vayvastha key naam per kuchh bhee sahi nahi hai anyatha to Talab mein daali gaee khadya samagree say to Machliyeo ka bhala hee hona tha or logo ko aatmeek shanti to miltee hee hai per Jayada khaney kee vajah say machhliya mer gai. Vahan agar vayvastha theek hoti to kuchh khaney ka saman usmen daltey or bacha hua bhavishay mein kaam aata. Is perkar key aayojan to kabhee-2 hee hotey hai.

Vayvastha mein kamee key karan hee Jodhpur or Kuchh samay pehley Himachal key mandiro mein dardnaak hadasay hua agar vayavstha theek hoti to in hadso say bacha ja sakta tha.

Bhai Saab, I agree about the vaivstha thing. But I see more of people ignorance in this. People lack social responsibility. They are not going religious instead they are going fanatic first without going logical.

Like in these days media mein padhey likhey log cheekh cheekh kar kahe rahe hein .... YES MUSLIMS NEEDS SELF INTROSPECTION ..... the same is the case here with our religion. Pakhand badh raha hai aur yahi karan hai ki Radhaswami, dera sacha sauda, dinod, Asaram bapu, karothey ala jaise bhagwan ban baithey hein. Ye andh-bhagti hi hai.

We are proud of our religion but this doesnt mean:

We go ignorant of our social responsibilities like in this example.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top