Bhai logo, we see Jats from every discipline and walk of life here... tarah-tarah ke engineers, doctors, professionals aur nae jaane kya kya... kafi dino se mere mann mein ye janne ki jeegyasa hai yahan koi "Bhautiki-shastra"(physics) padne wala hai kya??.... agar koi ho to bata dena yaar hum log apni toli bana lenge aur discuss karke ek sushre ko help kar sakte hein.... others can ignore