Athanni(50 Paise)

Status
Not open for further replies.

pardeephooda

New member
Ek bai ek aadmi bujha( to know his future) padaan chala gaya. To baba ji bolya "baccha tere pai to shani ki drashti hai jo tera nuksaan kar rahi hai. Aur bhaviyshaye main bhi bahut nuksaan hone ki aashanka hai". To woh aadmi bolya baba ji koi illaj bataao.
Baba ji bole "baccha 101 Rs lagenge illaj ho jaayega".
Aadmi bolya baba ji 101 rs to konya.
Baba ji bolye accha baccha 51 rs de do shayad kuch yajj vagarah se kaam ban jaaye. aadmi bolya 51 bhi konya.
Baba ji bole accha baccha 11 rs de de kuch prashaad baant denge shayad kuch baat ban jaaye.
aadmi Bolya 11 bhi koni mere dhore to.
Baba ji bolye acha baccha 50 paise to honge chaye pine ke liye. Aadmi bolya 50 paise bhi konya babaji.
Baba ji bole" Ja baccha ash kar tu tera nahin Shani devta bhi kuch bigaad sakte".
 
Pradeep Bhai,

Yo te sachi si baat lagge se. Manne deekhe yo Jotshi kise Jat bhai ke hatthe chad gya. Bhaut badiya. Keep it up.
 
Bhai Pradeep mune nu laage sai oos moday (fortune teller) pe e Shani ka prakope tha....

Good one!
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top