santoshbenaam
New member
Baat ishq ki unhe samaj na aaye to kya kare
Wo bin baat ke rooth ke jaye to kya kare
Ab to raha nahi jata hai surat bagair unki
Aarju me unki dil hame sataye to kya kare
Chahat me hai unke deewangi ka aalam
Jamana ham pe yu hasta chala jaye to kya kare
Gujar jati hai intjaar me hade kabhi kabhi
Deedar me unke najre jhapkna bhool jaye to kya kare
Benaam ko bhi ek din naam deingy ham
Maloom nahi gar kabhi wo pass aaye to kya kare.
santosh benaam