EK bar ek Jat ka chhora tha, tha kati kamchor.Es mare ghar wale bhi tang the kati. Usne sochi chal yaar baba ban jange tab to achhi jindagi kategi. Wo ek baba ka chela ban gaya.
Ek din jab sone(sleeping) ke liye late gaye tab Baba ne kaya arre Chelle dekh baher barish aa rahi hai ke. Usne kaha Guruji abhi-abhi billy(Cat) baher te bhiterr aayee hai haath fira ke dekh lo; bheeg rahi hai to samaj lo barish ho rahi hai. Fir baba ne kaha ke to light off kar de..... , ke guru ji aap apni aankh bandh kar lo, light apne aap hi bandh ho jayegi. (Guru ne socha chella bada chalak hai, le ebke to uthake hi manuga.)
Bola chelle ja to darvaja (door) band karke aaja,......... Bola Guru ji Do kaam mene kar diye, Ek to aap bhi kar lo.