M
meghs
Guest
ek baar ek doctor apne gaun gaya aur waha jakar apni kuch inventions dikhane laga
phir apni maa se bola "maa ye bottal sambhal kar rakh de isme goliyan hai , jisse umar gatth jati hai "
agle din shahar vapas jane laga to uski gaddi mein ek ladki bethi thi usne poocha "ji aap kaun?"
ladki boli "beta mein teri maa suu, mene ek usme se do goli khaali"
beta bola acha koi baat nahi aur jaise hi usne gadi chalayi bache ki rone ki aawaz aayi, beta bola "maa yo kuun?"
maa "beta ke bataun ye tera babbu se , kambakht saari ki saari goliyan kha gaya"