netrapalsingh
New member
baabree masjid kaand ek sochee samjhee sajish thee. ek raajnitek ajendaa thaa jisko ek vishesh party ne kai dino tan bhunyaa tha. or hamee log jo aaj apne aap ko educated kahte hai ne kai saal isee agende par us party ko vot diyaa....ise pataa nahi jato ko kyo include kiyaa jaa rahaa hai or ek gumraah kiye gaye bachee the jisme sabhee jaateeyo ke log the yaa fir aisaa kah sakte hai kee wo koi cast nahe thee balkee ek junoon thaa or ye kaand ho gayaa usme congree chaahtee to ye kaand rok saktee thee or BJP to todne waalo me thee hee.
Bhaayee logo jat kon se dharm me nahe tha or nahi hai musalmaan jat, sikh jaat, hindu jaat, or ho saktaa hai eesaayee me bhee jaat ho jinkaa hame yaa iteehaaskaaroo ko gyaan hee nahee ho.
musalmaano ne n jaane kitne mandir tode thee hamme se kitno unkee gintee yaad hai ham to kab kaa bhool gaye. or muslmaano kee ek masjid tootee uskee aaj bhee barsee banaatee hai or hamare hindu netaa jinme ho sktaa hai jaat bhee guldaste lene pahunch jaate hai...