bachho kee jaan

Status
Not open for further replies.

malikmca

New member
Sir: Bachcho Kasam Khao Kabhi Shrab,sigret Nahi Pioge,nonveg Nahi Khaoge.

Bachche: Nahi Khaenge Sir.

Sir: Kabhi Ladkiyon Ko Nahi Chhedoge.

Bachche: Theek Hai Sir.

Sir: Jua Nahi Kheloge.

Bachche: Ok Sir.

Sir: Desh Ke Liye Jaan Bhi De Doge.

Bachche: De Denge Sir, Aisi Jaan Ka Aur Karenge Bhi Kya ?
 
malikmca said:

Ha...ha..ha. Bachche Jat paweingge. Lovely stuff.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top