A
ashima_singh
Guest
Ek bai ek gaam mein ek modaa apne chele chaptyan gail bs gyaa.. dheere dheere log uske dhore jaan laag ge.. Gaam mein 3 saal te ram nahin barsya tha. To ek kisan us mode dhore jaa ke bolyaa 'Baba tanne kuch naa kuch karnaa padega.. nahin to main mar jaaongaa.' Moda bolya' bataa bachchaa ke chahiye' kisan bolya'Baba mere ek chahe ek kile mein baarish karwaa de main 500 rapiye de dyoonga' Moda raji ho gayaa, usne kisan te paise le liye ar bolyaa ' Jaa bachcha teraa kaam ho gayaa'
Usne saanjh honte hi apne chelyan ti afim(marijuana) khua di ar double dose de di.. ar keha ki jaa ke us kisan ke ek kile mein paani de aao. Ve chele the to pinak mein ar bhar bhar baalti kisan ka kila paani ka bhar diyaa. Par jaise hi chelaan kaa nashaa tuta, sharir bhi tutyaa. Tadke kisan ne dekhyaa kila to paani ka bharyaa. wo bhaaj ke mode dhore gayaa aur bolyaa'Baba mere ek aur kile mein baarish karaa de' Is te pahle ki baba kimme kahtaa bhitar te chele bole ' Baba badalan ke gode jama tute pade hain, dekhiye kade kile ki syahi lele'