Badhai Ho Badhai

Status
Not open for further replies.

jitender_dhaka

New member
Hi Everyone
Sab Bhai logo ko Ram Ram aur Aap sab ki Information ke liye bata doo ki is duniya mein aur ek kasute jaat ka aagman hua hain 14 march 2003 ko.
Aap sab se badhai ki ummid karta hoon.
Jaato ki population isi tarah badhti rahe or ek din duniya pe jaato ka raaz ho.
 
ha ha hah a ha hahah ..................Good and Best Wishes ...........


NEHRA AJAY
 
congratulations & celebrations, ....................................


cheers...........................................
 
Aap ko dher saari badhai, lekin kuchh to aage bhee batao, nahin to saab sochate rah jayenge, aur kai din tak koochh nahin kar payange. Kucch katai e haath par haath dhar ke baith jange, ek ieeb kam karan kee ke jaroorat se, sab kuchh to hogaya.

Ya to esi hee bat ho gai, ek choudhary saab apne larke se milne sahar me chala gaya aur sath apne ek gaon ke joridar ne le chala, Udhe jage joridar bookahan lage kis larke se:

Chuadhary saab ke larka athe padjhta hai:
Larka: nam
Chaudhary saab ka nam sai: Ch. Hardev

Kuch aur batao to larke ka pata kare

Chaudhary saab gaon ke sarpanch sein

Larka: Is info. se to nahin dhoondh pawange

To aur soon or tohke la:

Chaudhary saa b ke 100 kile sein

Larke ke mama Kharkhoda se

Inhone pichhle saal ek lakh ke bhat bjara tha
etc. etc.

Can some IT professional search? Ya to usi he baat hogi
 
Jitender Bhai,
Ladke ke Janam ki Badhaee Meri taraf se bhi.



Jitender Singh Dhaka (May 03, 2003 12:47 p.m.):
Hi Everyone
Sab Bhai logo ko Ram Ram aur Aap sab ki Information ke liye bata doo ki is duniya mein aur ek kasute jaat ka aagman hua hain 14 march 2003 ko.
Aap sab se badhai ki ummid karta hoon.
Jaato ki population isi tarah badhti rahe or ek din duniya pe jaato ka raaz ho.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top