Aadarniye JatLandro,
Ek thread M.C. Sharma Ji pe shuru kiya gaya uss par kuch babaal machha hua tha ki bahman jatton ke dushman rahe hai aur abhi bhi ... JatSena banane ka bhi proposal aaya ... toh jo bhi hai yaha discuss kar lo aur uss thread ko baksh do please.
Kya aap sochte hai ki Brahmin jatton ke dushman hote hai? Kya Brahmino ne deshbhakti nahi dikhaayi kya? Kya keval jat hi warrior aur deshbhakt ho sakta hai ?
Bhaiyon(aur mahilaaye bhi
) yaha par share kijiye apne vichaar.