sunitahooda
New member
Sabhi members jo kabhi na kabhi kisi na kisi wajah se BAN huay hain mai unki peeda samajh sakti hoon. Mai ek baar ban huyi thi majak-majak mein serious ladayi ho gayi thi Chaupal mein aur Ex-Moderator Deepak Sejwal ney hum sabko- Myself/ Keshav Dahiya/ Vikas Rathee/ Jit Takhar & Mukesh Samota ko 10 din ke liye ban kar diya tha. Kuch innocent members bhi nishana banney they par naam yaad nahi....Baad mein minnat karney par ye ban 3 din mein hatt gaya tha par post moderated thi.
Ban hona utna peeda-dayak nahi hota jitna ki Infraction millna....jab khoob josh mein hum apne vichar vyakt kartey hain aur ek lambi si "WARNING" deekhayi deti hai to sach kahu aisa lagta hai ki kisi ney DIL ke tukdey-tukdey kar diye.
Sab apne vichar likhiyo....dekhu sab nai nuay laagya kare k

Last edited: