baniya ka nuksaan

Status
Not open for further replies.

downtoearth

New member
baniye ki dukaan mein chori ho gayii.....baniyey ney f.i.r likhwa di....4,5 policeyey dukan pey aa gaye,,,,policeyey baniyey ki mungfalli thaa key khaa gaye ,,thodi baar mein ek policeyey ney kajju ki muthi bharr li,,itni baar mein ek ney mazza ki bottle khool ke pi li.....
baniya saara kuch dekhda rahya ..lakin wo ke bol sakey thaaa .?
thodi baar mein S.H.O aa gaya.. .S.h.o ney aandey hi puchya
S.H.O >> seth ,kitna nuksaan ho gaya ??
SETH >> thaneydaar saab ,, nuksaan key ibbey rukk gaya ? yu to ib bhi howaan-ey laag rahya sey ...:p
 
.

HAHAHAHA ! Nuksaan tey chori hon key pachhey ey ho sey ! Ya tey wah ey baat huyi ke byah (marriage) honne aur olle padne (hailstorm) ke baad ey bera patey sey ke ghar mein aur kheti mein kitnaa nuksaan huya !!!
 
baniya ar jaat

baaniye pe e ek aur suno bhai
ek be ak baaniye ar jaat ki ladaai ho gyi
jaat ne bas itni kasar te raakh di ak woh peetya nahi par gaal ghani de dii
baaniya ka chora us te nyu bolya,"baabu, woh itni gaal de gya..aapne kuch bhi naa kahi"
baaniya nyu bolya,"beta, koye baat nahi, kuch deke e gaya hai. le ke to naa gaya naa" :)
dndeswal said:
.

HAHAHAHA ! Nuksaan tey chori hon key pachhey ey ho sey ! Ya tey wah ey baat huyi ke byah (marriage) honne aur olle padne (hailstorm) ke baad ey bera patey sey ke ghar mein aur kheti mein kitnaa nuksaan huya !!!
 
downtoearth said:
baniye ki dukaan mein chori ho gayii.....baniyey ney f.i.r likhwa di....4,5 policeyey dukan pey aa gaye,,,,policeyey baniyey ki mungfalli thaa key khaa gaye ,,thodi baar mein ek policeyey ney kajju ki muthi bharr li,,itni baar mein ek ney mazza ki bottle khool ke pi li.....
baniya saara kuch dekhda rahya ..lakin wo ke bol sakey thaaa .?
thodi baar mein S.H.O aa gaya.. .S.h.o ney aandey hi puchya
S.H.O >> seth ,kitna nuksaan ho gaya ??
SETH >> thaneydaar saab ,, nuksaan key ibbey rukk gaya ? yu to ib bhi howaan-ey laag rahya sey ...:p

hahihihoho.... rog katya bhai... baniye.. ka to saari zindagi ee nuksan hove jaa sai!!
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top