Rundey ko baniya Gopi se kuch rupye udhar lene pad gaye , er wapas kerne ka nam na ley.
Gopi baniya ne socha kuch upar nichey kar ke mamla khatam karliya jaye ,
to Rundey dhore ja ke bolla - Choudri ji apna len den katai lamba sa khich gaya
Runda - haan lala ji , der to ghani ho gi , par pissa atte hi gin ke poore 5 lakh wapas kar dyunga
tam katai fikar na karo.
Baniya - dekho Chodhari , apna to purana yarana sey, ar mujhe bada tota sa lag ra pisse ka too
issa kar 4 abhi de de 1 main bhool jauga
Runda - Chal lala jo itta latpat ho gya to aaaj hua somvar , tu agle somvar ko gin ke 4 lakh le liyo
lala - na bhai 1 hor kam kar doonga to to abhi ke abhi likad dey gin ke 3
Runda- Chal bhai jab itta jor de riye ho to Kal subah le jaiyo poore 3ke teen gin doonga par
apni juban yaad rakhiyo
Agle din lala pahoch gaya ar bolla Bhai la pisse , Runda bolla bhai koi gawah bitha ley hisab ka mamla hai
Lala gam ka sarpanch ar Lambaddar le aya .
Phir Runda Bolla Lala ji - Kal manne tere kitte pissae dene the , Lala Bola Paancch Lakh
Runda fir bola - Aaj kitte dene hai Lala Bola - teen Lakh
Ib Runda Bolla - jaise 1 din me 2 lakh de diya aise hi baki bhi de dunga Panchayat ko tang kyu karan Lagra
itti si baat pe. Jai raam ji ki