santo ne banto se poocha - banto aj tu badli badli si kyun lag rahi ho ?
banto -- kal doctar ne mujhe kam se kan 5 kilo wajan kam karne koo bola tha
santo - fir itni jaldi 5 kilo wajan kaise ghataya ?
Banto - kuch nahi , bas aj mai ne Make up nahi kiya hai .