Bhai Paresaan Aatma kyun paresan ho riya se khaggad,
Eib kyun Jatniyon ka dil tod reha hai faltu mein hi,
tane bera se ke RK Uncleji ne to already muje khitab de diya hai, Jatland's most eligible Bachelor
Bhai, meri koi sagai wagai na hui hai agar hoti to kya mein apne bhaiyon ko na bulata ke.....aur sun mera koi itni jaldi suffring ki ring pehane ka irada bhi na hai
Im single & happy 
aur sun, my kinda cool jatni is rare to find & I dont believe in compromises either so leave me tu nu kar apne VJ bhai ka byah kara de
haan! agar tu meri Sagai former miss universe NATALIE GLEBOVA ke saath kara sakta hai to fer mein razi-2 kar loonga! 
kimme aaram se reh liya kar paresaan aatma!!

Rock on
Jit
Eib kyun Jatniyon ka dil tod reha hai faltu mein hi,
tane bera se ke RK Uncleji ne to already muje khitab de diya hai, Jatland's most eligible Bachelor
Bhai, meri koi sagai wagai na hui hai agar hoti to kya mein apne bhaiyon ko na bulata ke.....aur sun mera koi itni jaldi suffring ki ring pehane ka irada bhi na hai
aur sun, my kinda cool jatni is rare to find & I dont believe in compromises either so leave me tu nu kar apne VJ bhai ka byah kara de
kimme aaram se reh liya kar paresaan aatma!!
Rock on
Jit
prashantacmet said:Bhaiyo yu JHOOT bolle...... iska YAKKEN kona kariyo taam................ CONGRATULATIONS ka GULDASTAA To de hi do issne..............
I again request from all JATLANDERS.........