1857 k sangram k baad angreja n dekhya ke delhi k charo taraf jat baste hain aur ladai me bi mahir hain , agar iss mahan jatti ko appne kabu me kar liya jaye to sare hindustan par appne aap kabja ho jaega. angrejo ne ek tarqib nikali ki in jaato ka dhram privartan karwa do inko ishai bana do . to unhone england se ek padhari ko bulaya usko hindi bolni sikhai aur samjya ki aapne in jaat laga ko samja kar inka dhram privartan karwana hain. kuchh mahino baad sonipat k paas angrejo n jaato ki ek panchayat bulai kaha ki england se ek mahatma aaye hain aap logo ko bhagwan ke baare me kuchh samjaenge.
panchyat ekathhi ho gai , padhari ne suru kiya,
pasdhari:hey jaato , isha mashi khuda ka beta hain aap log iss main dhyan lagao ge iss ko mano ge to aapke sarey kasht sari pareshaniya dur ho jaengi......
eb panchayat m ek budda tau baithha thha, tau n hathh thaya ,bolya ji ek baat puchhni thhi, padhari bolya , bolo chaudhary saab..
tau: bhai yo khuda jinda sain ak mar gaya.
padhari: ji abi jinda hain.
tau:to bhai mahrey jaata main jab tak baap jinda howe sain bete ki choudhar konya chalti...
ya missaal sun k uss padhari n aapna e dhram badal liya aur haridhawar rahan lagya.