Bewde Jameen Par

khatrohit

New member
This I recd today from one of my BEWDA Friend to and now over to you...

Main Kabhi Batlata Nahi,
'BAR' me daily jata hun main Maa,
Yun to main dikhlata nahin, Daaru pee ke roz aata hun main Maa,
Tujhe sab kuch pata hain na Maa, ..... Meri Maa,
Peene par yun na maaro mujhe,
Ghar Laut ke bhi aa na paun maa,
'Scotch' main itna peeta nahin,
'Beer' me hi seham jaata hun main Maa,
Chehre pe aane deta nahin,
lekin kabhi bhi ludhak jata hun main maa,
Tujhe sab kuch pata hain na Maa, .... Meri Maa,

This is from the movie 'BEWDE JAMEEN PAR'.....
 
Back
Top