bhagwan hai ye sach hai par usko sirf hum apne acche karamo se hi pa sakte hai.insaniyat se bad k koi dharam nahi hai.is baar india gayi to navin gulia k yaha common birthday celebration m un baccho ko khaana dete hue jo khushi mili vo uske do din baad hi ghar p sasural waalo n jo bhandara kara usme kahi bhi nahi thi.I never donated in temples after meeting navin.mujh navin k un baccho m bhagwan dikhta hai.hum dukh m bhagwan ko yaad karte hai aur hume usse sahara bhi milta hai par hum usse lalach deke apni maange poori karvane ki soch bilkul galat hai mere hisab se.
Last edited: