Bharat nirmaan

Your question reminds me few simple poetic lines...

"Boond boond se Saagar bantaa...
eent eent (Brick) se mehal bane...
Taar taar kar taana bunti...
Makdi (spider) sundar jaal tane"

Now lets take up your question..

are you posing this question to the capable leadership ??

or expecting the answer from the boond boond... eent eent (brick) like common man ???

i think... if your question is to the capable leadership... then its a wrong plateform...

and if you are attempting to know the efforts of general public; then first, you should come forward with some inspiring example, incident, struggle, cause which shows that you have deeply thought over the issue...

Otherwise, in my opinion you are just attempting to start a talent hunt show or next "Indian Idol" episode here !!

please dont take me wrong.. i expect that you want to instigate some honesty, transparecy, idealism, concept of justice and equalty in this thread and also want to invite the consequentil debate... i know you have posed this question with honest and pious heart...

but i am of a frame of mind, that if unless and untill, somebody who has not done any sacrifice or any self less effort for "Bharat Nirman" should not come up with this sort of serious and complicated topic...

First do something... and then resound the following few lines of an old, but inspiring, song with proud head...

"Taaqat watan ki hum se hai..
Himaat Watan ki hum se hai...
Izaat watan ki hum se hai...
Insaaf ke hum rakhwaale"..
 
Last edited:
jab hum apni duniya main anyaay apradh aur shoshan ko dekhte hain to jarurat mahsoos hoti hai ek achchhe samaaj ki.



jo bujhte diye jalaye jawani usko kahte hain.
 
Last edited:
भाई भूखा आदमी के मुगदर ठावेगा आर के पहलवानी करैगा I पहले सबके लिए रोटी पानी का जुगाड़ करके तब चौधर के बारे में सोचना चाहिए I आर दूसरी बात या सै के महाशक्ति तै पहले शक्ति बनना जरूरी सै I एक कहावत है म्हारे इलाके मैं, "गधी मरी पड़ी, आर भाड़ा सुनपत (Sonepat ) का कर राख्या" I म्हारे देश के साथ भी वाहे बात हो रही सै I आपना दाबा तो दबता कोन्या आर सपने देखने शुरू कर दिए सुरक्षा परिषद् का सदस्य बणन के आर महाशक्ति के I यानी घर के मुकद्दमे तो सुलझते कोन्या आर बांध के तुर्रे आला साफा चाल पड़े दुनिया के फैसले कराण I यह अमरीका और चीन के न्यू ए सहज मैं बन ज्यान देंगे इसने महाशक्ति. फेर ऊपर तैं यो पाकिस्तान खसम हो रह्या सै. निकम्मा पडौसी ना खुद सुख तैं रह्या करता ना पड़ोसियां नै रहन दिया करता.

भारत के पास संसाधन और मानवीय पूँजी तो बहुत है परन्तु प्रबंधन ठीक नहीं है I भ्रष्टाचार और बेईमानी के कारण देश की सम्पदा का सुनियोजित प्रयोग नहीं हो पा रहा है I राष्ट्रीय धन का बड़ा हिस्सा या तो कुछ लोगों की तिजोरियों में निष्क्रिय पड़ा है या फिर विदेशी बैंकों के द्वारा दूसरे देशों का विकास करने में उपयोग हो रहा है I जो धन सरकारी खजाने में टैक्स के रूप में आता है उसको हमारे राजनेता और अधिकारी, विदेश भ्रमण और आलतू फालतू अय्यासी में गवां देते हैं I पाकिस्तान से दुश्मनी और आतंकवाद का शिकार होने कारण राष्ट्रीय सुरक्षा पर बेतहाशा धन की बर्बादी करनी पड़ रही है जो राष्ट्रीय विकास में लग सकती थी. अगर महाशक्ति बनाना है देश को तो इन कारणों का पोस्ट mortem करना होगा. अगर उपरोक्त बीमारियों का इलाज़ हो जाये तो भारत महाशक्ति निसंदेह बन सकता है. और शायद नई पीढी में यह चेतना विकसित हो रही है.
 
जो धन सरकारी खजाने में टैक्स के रूप में आता है उसको हमारे राजनेता और अधिकारी, विदेश भ्रमण और आलतू फालतू अय्यासी में गवां देते हैं I.

Sarkaari khajane ko to jiske bhi phus jaaye wahi udda deta hai..Abb Haryana Sarkar mei hi dekh liziye..Logg Sarkaari gaadi ko to aise istamaal karte hian jaise sarkaar ne wo Sarkaari gaadi unhe apne ghar ke kaam ke liye di hui hai.. Sarkaari adhikaari, 3rd grade waale employees ko apne ghar ke kaam mei laga ke rakhte hain.. Kagazo mei to wo Sarkaar ka kaam karte hain lekin kaam wo Sarkaari officer ke ghar karte hain..Kayi janab to aise hote hain to jo sirf mahine ke salary lene aate hain aur baaki ke din gayab.. Aur kayi janab aise hote hain jo Contractors ke saath milkar desh ko chuste hain...Ye PWD deptt ka haal hain...aur jagah bhi aise hi hota hai.. Sarkari naukri mei rishwat lena samaj mei ek status ban gaya hai..

Logon ki soch: Ek baar sarkaari naukri lag jaaye..phir dekh main kaise kamayi karta hoon...

JBT teacher: Yaar ek baar Master ki naukri mil jaaye..kisne jana hai school mei padhane...acchi salary kar di hai aab sarkar ne...kisne jana hai school mei..apna side business karoonga us time..

Civil service ke exam mei dekh lo...Yaar revenue service mil jaaye buss..phirr to paisa hi paisa..

Ye desh aise hi chalta aaya hai aur aise hi chalega..Jiska mauka lagta ho wo nahi chhodta kuch bhi.. Baaki exceptions bhi hain..but majority ki to yahi soch hai..
 
Bhai atish, main un logon ki baat nahin kar raha jo sirf apni sochte hain. main to aap jaise kuchh samajhdaron ki rai ke liye ye thread shuru ki hai. Kuchh achchha aur uncha to hum kar hi sakte hain, deepak ki tarah hum jal to sakte hain.
 
as said by all above :
pehle bhookh ka samadhan karna padega ,,fer y aaabadi control karni padegi,, fer haam aapne sansadhan istemal kaenge mahashakti ban-ne k liye or fer choudhar b karange duniya pe..lekin ye sab 2040-2050 se pehle sambhav nahi dikhta..!!!! ( itne ye puranne politician ni mar lete,,itne to jama b nai..)
 
Back
Top