ravinderjeet
New member
Ramayan in simple Hindi
It would crack you with big smile if not with laughter. Now you
would know the reason why an old wine is so valuable.!!
Poori RAMAYAN biwiyon ki kahani hai.....
* Laxman apni ghar pe chhodkar chala aya.
* Rawan doosre ki utha ke fas gaya.
*Hanuman ki apni thi hi nahi magar doosre ki dhundhne mein Lanka jala dali.
*Ram ko apni wapas laane ke liye 10 din tak war karni padi.Wapas lake bhi kya mila?
Ek dhobi NE apni biwi ko wapas ghar mein nahin liya,to Ram NE apniwali ko out kar diya.
Aur end mein kya hua?
Jis biwi ke karan itni badi ramayan hui wo to underground chali gayi!
Abhi socho,akhaa jhamela hua kayko?
*Kyun ki Dashrath ki 3 biwiyan thi!
Last edited by a moderator: