isi bhi banao koe policy ....
Je agent mare to itne rupiee uske customers ne ... er uste badda mare to itne
hahahahahahahahahaha....
bade dino baad actually koi itna achcha joke suna hai![]()
mainey bhi..actually..!!![]()
mainey bhi..actually..!!![]()
Really good one, maza aa gya ise padhke to.......Bhaiya ek joke mere department ka bhi sun lo(ME DEVLOPMENT OFFICER IN LIC OF INDIA). ek bar ek agent ek gam me ek jat ka bima karan chala gaya.agent anadi tha(achha agent is style me baat nahi karta) aur laga usne bime ki policy samjhane. bole ya policy isi se ke je tu mar gaya to tere ghar walone itne paise mil jayange . ya ek aur policy se je isme tu mar gaya to tere gha walone jitne ka bima se uske dogune paise mil jayange. aur ya ek bilkul nai policy se je isme tu mar gaya to tere ghar walo na teen gune paise mil jayange. jat ke bahut gussa utha aur bola bhai teri sari policy theek se tu aapni ya kitab te bandh kar de aur koi isi policy bata de ke mar to bime ka agent jave aur paise ham ne mil jave..:rock
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.