sanjay22dahiya
New member
Baithe baithe kamre main kar rahi thi press
Teri yaad aayi to jal gayi dress..............!
Jee karta hai ki teri nili nili aankhon main dub jaoon
Jee karta hai ki teree nili nili aankhon main dub jaoon
Splash!
Yeh aankhen hai ya neeli jheel?
Yeh aankhen hai ya neeli jheel?
So? What's the big deal?
Dharti so rahi hai,
Aasman so raha hai
Dharti so rahi hai,
Aasman so raha hai
Nonsense! yeh sab kya ho raha hai?
Aasmaan mein ud raha hai kabootar
Aasmaan mein ud raha hai kabootar
Flutter Flutter, Flutter Flutter
Dharti, taarey, pahaad, pathar
Dharti, taarey, pahaad, pathar......
Ekhattar, bahattar, chauhattar !
(trihattar is on leave )
Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain
Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain......
Bilkul jaise kal chamak rahe the...(wah wah)
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ....
Ke kyon kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai??
Gum woh cheez hai...
Gum woh cheez hai...
Jisse kagaz chipkaye jaate hai,
For example Fevicol (wah wah)
Sapno ki tarha aakar chali gayi
Apno ko bhula kar chali gayi
kis bhool ki saja di
Usne pahele hasaya pir rula kar chali gayi
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak

[Audience: Are bhai, aage bhi to bolo.]
Hawa hi hawa hai.
Jee chahata hei kee tere nazuk honthon ko choom lu

Magar teri bahti hui naak ne iraada badal diya....
Humne bhi pyar kiya tha jindgi main,badi joshh ke sath !
Humne bhi pyar kiya tha jindgi main,badi shhor ke sath !
Aab hum pyar karenge badi soch ke sath !
Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath !
Itni raat gaye Kyon apni qabar khod raha hai Galib
Itni raat gaye kyon apni qabar khod raha hai Galib
La, phawda muzhe de de !!
Ladki boli:
Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,

Mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi.
Ladka bola :
Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga,

Mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya hoga.
Bewafa sanam se to cigarette achi hai,
Bewafa sanam se to cigarette achi hai,
Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai
Tum aa gaye ho ; Noor aa gaya hai
Chalo teeno picture chalen.....
Dur se dekhaa to kuchh dikha nahi......
Dur se dekhaaa.. to kuchh dikha nahi....
Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi
humne bhukhe rahekar aapko milaya phone,
aapne khaate hue puchha hum aapke hain kaun ???
usney kaha, bas itni mulaqat bohaut hai
ro ro key kaha, theharo abhi raat bohaut hai
aansoo merey thum jaaein, to phir shouq sey jana
aisey mein kahan jaogey, barsaat bohaut hai
tere hothon se lag kar yeh hawa sharab ban gayi
aankhon se lag kar yeh hijaab ban gayi
aur gaalon se lag kar yeh gulab ban gayi.
sach hi kahti hai yeh duniya jaaneman
ki mujh se mil kar tu laajawaab ho gayi