sabhi JAT members ko ram ram,
Hamari community me bahut hi kam aise log hue hai jo politics me aaye hai aur jo politics me aaye hai wo bahut hi kam kisi achchi position per hue hai. Unme se ek hai Ch. Charan Singh ji, jinka janam din December 23 hai aur hum shayad sabhi log unko yaad karna bhool gaye, mai bhi unme se ek hoo. Mera matalb hai ki is site per kisi ka koi message nahi aaya unke bare me (ho sakta hai koi message aaya ho aur maine naa dekha hoo agar aisa hai tou maaf karna).Unke baare me logo ki mixed views hai kuchh log achcha batate hai kuchh log kahate hai ki unhone community ke liye kuchh nahi kiya. Khair wo tou subka apna apna view hai. Per kuchh bhi wo hamari community ke ek famous leader the aur kaffi badi positions per rahene ka bhi unko awasar prapt hua tha.
Mera purpose bus unke janam din per unko yaad karna tha, agar kisi bhai bahen ko unke baare me kuchh view dena hai tou swagat hai.
- Utsedh