chalu jat

Status
Not open for further replies.

narwal

New member
>> ek baar ki baat sah , bus mah do dabhi <friends> baithe the, Dhupe aur med < Dhup Singh and Umed singh> bhupe bolyaa ..arah bhai med jah tu us ganje aadmi tant pah kas kah ek:D dadaak(slap) maar de tah maan jyaon tanah.

Med bolya , ya bhi ke baat yu leh , wo utha seat pah tah aur ganje ke sar pah khench kah rahpat maara aur bolya arah thambu tu hadah ke karah sah. ganja tadpada kah pada aur boya ke baat sah mah thambu koni mera naam Surajmal sah. Med bolya arah bhai galti hogi , teri sakal mere dabhi thambu ke gel jamae milah sah . ar wo aapni seat pah jaa baitha.
Dhupe bolya bhai bahut khob jii sa aa gya .

thodi si der paachah dhupe kah pher uthi kurkuri, aur bolya , bhai Med jah tu use ganje kah ek aur dadaak maar de to maan jaaon. Med gaya aur gange ki tant pah ek aur dadaak maarya aur bolya aan rah bhai tu thambu nahi , kyon mera ullu banavah sah. Wo bolya arah jhakoi , mah thambu koni , kyon mere pachah pad raha sah. Med bolya arah bhai maaf kariye , galti hogi , teri sakal to jamae mere yaar thambu gel milah sah. aur aapni seat pah jaa baitha.

Bus ruk gi , Dhupe kah pher bhi khurk ho gi:D , bolya aan rah Med jah tu use ganje kah ek aur maar de to le bhai jamae jii aa jya aur maan jaaon tannah bhi asli JAT.

Asli JAT ka naam aate Med bolya , tu bola(mad) ho raha sah , le bhai pher bhi dekhan ge

Thodi si aagah chaal kah usnah use gange ke sar pah khench kah dadaak maaraya aur bolya ....aan rah Thambu , tu haadah khada sah manah udah Bus mah ek ganja chhet diya dera dhoke main..................
 
Aindi

Bhai.......katee desi aur naya chutkulaa dhoondh ke lyaaya sei.......Bahut Khoob....Lagyaa reh aur sunaanda reh

Rgrds
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top