Angreji waale shabd ke baarei mein mujhe kisi ne nahi bolaa,,,ye to maine khud likhaa hai,,,,,,,,aap ki soch itni unchi hai ki aap Maanav jaati ki sabse unchi seedhi par baithi hain,,,,phir aap apne aapko JAT bhi mat kaho,,,,,,,phir kyon aap kisi jaati vishesh ke bandhan mein bandhati ho,,,,,,aap politicians waali bhaasha bol rahi ho.,,,,,,,chalo batao phir in Jaatiyon ko kyaa kah kar sambhodhit karein,,,,,XYZ kah kar kyaa,,,,
Pahle inko in jaation ke naam se pukaarte the,,,,phir inko Harijan,,,,phir Harijan kahna bhi bura lagne laga,,,,,phir inko DALIT kahne lage,,,,,,,ab Dalit bhi bura lagne laga hai,,,,,,main puchhata hun ki kyaa in Jaatiyon ke Sambhodhan ke shabd badalne se inkaa uddaar ho jaayega,,,,,,,nahi ji bilkul nahi hogaa,,,,,,
baaki theek hai aap bhi in Politicians ki Bhaasha bolti raho,,,,,,,vaise ek baat aapko bata du ki mere andar in sab jaatiyon ke liye shradha aur sacha pyaar hai,,,,,aur main in Jaatiyon ki heen drishti se nahi dekhtaa,,,,,main in sabka bahut aadar-sammaan karta hun,,,,,kyonki vo iske yogya hain,,,,ye sab apni Mehnat ka khaate hain

Sachin jee Books me ya newspaper me(jo ki bahot saare logo dwara padhe jaate hai)ya kisi T.V channel pe(jo bahot saare logo dwara dekha jata hai)aise Chudha,chamaar aur baaniya jaise shabdon ka prayog karke mazaak nahi uaadaya jaat.Ussi hisab se Jatand bhi ek aisa platform hai jis par bahot se log yeh soch kar log in karte hai ki kuch acha gyan mile and chutkula hi padhe.Aap apne gang ke saath aise shabd use karke killkiya paad sakte hai par yaha pe aise kisi cutkule me yeh sab likhna ya usska samarthan karna aap jaise bade logo ko shobha nahi deta.Agar hisaab se bhi dekhe toh yeh jatland hai toh yaha pe iss chutkule me chammar ki jagah agar jat ko sambodhit kiya jata toh chutkule utna hi mazakiya rehta,uske humor ka level neeche nahi aata.Aur aapko yeh kisne bola ki angreji me bolne se yeh kuch alag hi sound karta hai,maine toh aaj tak aisa notice nahi kiya.Galat baat galat hi rethi hai chahe kisi bhasha me bol lo.