Chaudhry Ar Radio...

  • Thread starter Thread starter swati
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
S

swati

Guest
Ek baar ek chaudhry sahab seher gaye wahan unhone ek aadmi ke paas radio dekha unhein vigyaan ka ye chamatkar bahut pasand aaya unhone socha uk bai ek radio to mhaare gaam mein bi hona chaha……
Main ek radio khareed ke uspe raagni suna karunga ……..
Pher ke tha bhai chaudhry ne khareed liya radio

Saara gaam kathaa ho gya ak bai chaudhry ek navi cheez laaya uspe raagni baje
Pher ke tha chaudhry choda ho gya sabhe kehen lagaa dekha kitni badhiya cheez hai ya is pe raagni sunna kitna badhiya lage jab jee chaha ragni suno………..

Itne mein ke hua chaudhry ke pados mein ek ka ladka mar gaya

jib chaudhran ku pataa chala ak bhai nu nu baat hogi unne chaudhry te ja ke kahi ak “ji mhare pados mein phalaane ka ladka mar gaya ar tam yahan si radio pe raagni sun re ise band karo band karo ise”

Ib ja bhai gadbad hogi chaudhry ku radio chalani to aawe thi band karni aawe ni thi

Uski bahu ne kaha yu jo raagni gara ise manaa kar do ak tu chup ho ja……….

Chaudhry ne nu bhi kar ke dekh liya par nu ke wa radio bajni band ho thi ……

Pher ke tha chaudhry ku aagya cho ………………………….

Chaudhry laya lath tha ke bola” susre chup howe uk du lath” radio pher bhi na band hui bhai…………………

Bas chaudhry ne aaw dekha na taav do lath mare radio mein ab ji radio bajni band ho gi ar toot gi uske cell bi likad pade chaudhry sahab ku chain ki saans aayi………………………………..

ya saari baat chaudhry ka beta lambru dekh ra tha wo bola” Dekh baapu raagni gaan wale to bhaj ge ar apni dholak yahin chod ge” :)

NOTE: plz kisi ko pasand na aaye to baksh dena aur haan "GOODONE" mat kehna chahe kuch bhi keh dena

thank you
 
:) GOOD 2
 
YE SAB MR. PRASHANT CHAUDHRY :rolleyes: KE SUGGESTION KA NATEEJA HIA CHECK OUT MY THREAD "DEVERDRA PEHELWAAN" IN HUOUR SECTION FOR DETAILS. ISILIYE SAB KEHNA PAR YE MAT KEHNA GOODONE:eek:

THANX
 
Badhiya Joke

JOKE VAKAI BAHUT BADHIYA THA . BAAKKI LOG-BAAG TO KUCHH NA KUCHH KAHTE HI HEIN.
JOKE AISE HI HOTE HEIN . KISI KO KAI DIN MEIN SAMAJH MEIN AATE HEIN.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top