Chautalas convicted for illegal recruitment

खागडआँ की लड़ाई में गोस्स्याँ का खो ।
चौटाला भरती करे, ते हुड्डा काढ दे ,हुड्डा भरती करे ते चौटाला काढ दे ।
खेत भी गये ,लुगाई भी गई ।
फेर बोलियाँ काढें कसर रही-सही ।।
 
hooda kay barthi karey hoya n to na kade choutala ............kuki congressi bade syane s ...arr sare afsar bhi inke ho s.
bahrti koi hoi na tha pahlam bhi ....list to bandei arr patdi rahya kare s...lagya hua koi nahi hatya inld govt. n.
 
Last edited by a moderator:
ch. devilal ne 77 hcs jaat lagye they some 110 post m ........tab bhi bhaman ,pakistani raffuggi, arr bania yo ilgam lagte they............
 
Hooda sahab,

Jatda ar Katda aapne ko hi maare waali kahaani kar di aapne to.....

agar gherna hi tha to in Bishnoiyon ko ghirwaate na....us Chand Mommad pe to chaaho murderer ka mukdma dalwa saari umar jail mein sadwa sakte ho....

aur aise hi is chhote waali ki kahaani hai....

so agar kal ko chautala ki party khatre mein bhi aati hai to Chautala ke khilaaf is harkat se Chautala ka Jat vote to congress ko milega nahin wo bhale hi Bishnoi pe chad jaaye....so karwa diya in Bishnoiyon ka baithe bithaaye faaida...
 
22 kay baad inn congreesia ne koi na badan dey gaama m ............khaddey lattah bajey gay to iss hooda ka hoodi banta apne app dikh jya ga
 
ismen reasons ye bhi ho sakte hain......

1) Jats aage badh rahe hain.....10% aarkshan in court waalon ko raaash nahin aa raha
2) 14th January ko honor killing ke naam pe Supreme Court mein Khaps ko gherne ki inki sajis fail ho gai
3) lagta judge ne Matru ki Bijli ka Mandola dekh li thi jismen Jats and Haryana dikhaya hua hai
4) baaki rajneeti walaa point to ooper bata hi diya

so ye bhi kaaran hain kahin na kahin in judges ko chautala family ke khilaaf itna kada decision le ke, warna sunwaai to 8 saal se chal rahi thi ab kyaa ek dam se itna khaas ho gaya...
 
Last edited:
Don't forget about that investigation is done by CBI . Popularly called as Congress Bureau of Investigation by opposition. Anybody has doubt about it?? If it is not so then why Mulayam & Mayawati are still not convicted. Because they are supporting UPA?? Chautala ne to fir abhi allover haryana se candidate liye the...Hooda ne to sirf sara rohtak lagwaya. Purani kahawat hai chaaj ka to bole, chalni ka k bole...it suits the situation!!!
:redface:
 
so agar kal ko chautala ki party khatre mein bhi aati hai to Chautala ke khilaaf is harkat se Chautala ka Jat vote to congress ko milega nahin wo bhale hi Bishnoi pe chad jaaye....so karwa diya in Bishnoiyon ka baithe bithaaye faaida...

Phool Kumar ji,

Bada ajeeb sa jawab hai aapka, aap ke anusar kisi ko bhi apne rajneetil faide ke lie aankhe moond leni chaiye bhrashtachar se and aur chun chun kar sirf unke khilaf case karane chaiye jinse raajneeti chamakti ho?
 
Vikas,

Aapko kya lagta hai ki congress ne CBI wakai mein corruption se nibatne ke liye chhodi Chautalas ke peechhe?[

Ya to CBI independent rahi hoti to main maanta ki ismen koi political benefit nahin rather curbing of corruption tha ya fir aap batao Congress ke liye sabse bada khatra kaun aane waale elections mein INLD ya HJC?

Brother corruption rokne ke liye main bhi utna hi ichchuk hoon jitne ki aap but at least Chautalas ki jail, corruption ko le ke to nahin hui....aur wo bhi ain us time pe jab poore Haryana mein next year ke shuru ke months mein elections hone waale hain......

ye aap bhi jante hain ki Jat hi ek aisa votebank hai jo Congress aur INLD pe banta hua hai, kyonki baaki vote itna maayne bhi nahin rakhta, kyonki wo sab already fix ho chuke hain ki kaun kisko dega....sirf Jats hi aise hain jinko congress ne socha ki Chautala ko jail bhej ke apni taraf kar legi but aisa hoga nahin my dear....ab ya Chautala baahar aaye nahin to 1996 se chala aa raha Jats ka raaj gaya Haryana mein next elections mein....
QUOTE=desijat;330281]Phool Kumar ji,

Bada ajeeb sa jawab hai aapka, aap ke anusar kisi ko bhi apne rajneetil faide ke lie aankhe moond leni chaiye bhrashtachar se and aur chun chun kar sirf unke khilaf case karane chaiye jinse raajneeti chamakti ho?[/QUOTE]
 
Don't forget about that investigation is done by CBI . Popularly called as Congress Bureau of Investigation by opposition. Anybody has doubt about it?? If it is not so then why Mulayam & Mayawati are still not convicted. Because they are supporting UPA?? Chautala ne to fir abhi allover haryana se candidate liye the...Hooda ne to sirf sara rohtak lagwaya. Purani kahawat hai chaaj ka to bole, chalni ka k bole...it suits the situation!!!
:redface:

jo b bane h vo apne apne area ka e sudhaar kare hai.........chahe Hooda ho ya Chautala.

Chautala bana to usne Sirsa chamka diya aur udde k balak lagvaye.....Rohtak ki re-re matti kar di.
Hooda bana to usne Rohtak chamka diya aur Rohtak aur Sanghi k balak lagva diye.

Rahi baat CBI to isme b nare khauu baithe hain.....pisse faiko aur tamasha dekho.
 
Bhaisaab, ek baat to aapne bhi notice ki hogi ki kisi ne bhi is thread pe ye nahi kaha ki chautala ne paise nahi khaye, corruption to hua tha ab chahe kisi ke bhi raaj mein conviction hua ho.

Rahi Bishnoi ki baat, I am not sure ki unme iska faida uthane layak kshamta hai ya nahi.


Vikas,

Aapko kya lagta hai ki congress ne CBI wakai mein corruption se nibatne ke liye chhodi Chautalas ke peechhe?[
/......chaiye bhrashtachar se and aur chun chun kar sirf unke khilaf case karane chaiye jinse raajneeti chamakti ho?
[/QUOTE]
 
One thing that many people might not be aware of, Chautalas can not contest next election after this conviction even if they were to go to Supreme Court right now .
 
jo hua theek hua aur jo hoga woh bhi theek hoga.........

in saare ministers ka ek baar sara audit hona chaiye...........agni pariksha.............pher dekho kitne theek thak lakde sain bahar......sayad ek bhi nahin.........

Is langde nai to ghar ki parti bana rakhi thi........nash tha rakha tha hariyana ka.........bhede se naad aala yo abhay kaise bach gaya isko bhi lene tha andar.........pher dekhte inki lugayiaan ka ke hota.........aur koi hi dekh bhal karta inki lugayina ki

laage sai ib inki dukan daari band hogi hariyana main.......????????
 
पहले "दलाल" शब्द ज्यादा प्रयोग होता था, फिर 'एजेन्ट' शब्द आया, अब 'सर्विस प्रोवाइडर'.... पर सभी पर राजनेताओं का कब्जा है और हम के अपनी अपनी राजनेतिक विचारधारा /जुड़ाव / पार्टी के हर सही और गलत अंग वस्त्रों को रिन /निरमा से धोने मे लगे है, वो भी बिना कमीशन के ......
 
kyu bhai PARTY WORKERS k kimme ghane chikne hain jo un ne job do.

marks aur eligibility k base per job milni chaiye, chahe vo party worker ho ya aam aadmi......
Party worker ne bhagat te kam maat maaniye. Unka bhgwaan ho se party ka neta, or tanne ke laage hai yo desijat nuve baawla hoya geet gaaya kare aade congress ke :tongue:.
ssgoyat said:
haan re...arr baaki kise ke balaklaag gaye, ghar bass gaye... ye bakwaad baat sein..... kisse kille bechhaniye ke, rishwat deniye ke e baalik laagne chahiye ke?? jis dhore kille na, byont na.. un baalka ka ke?? we faltu se ke? un ne naukari laagte dekh, ghar basta hod dekh ke koe rajji kyun na? je rishwat deniye na hotte, te we bhi laag sake the
bhai baat issi hai aajkaal sabke 90% te upar number aan laag ge, criteria to saare pass kar de hain. jis dhore thoda byont hove hai vo kimme le de ke laag ja hai nokri ar jiska na byont hota vo case thokk de hai. tanne ke laage hai yo case kin ne kara hoga ? Hooda ne thodi parvaah hai ak Chautala ne ke kara ? yo case to un ne kara hoga ya to jinka rishwat den ka byont nahi tha, ya fer jin ne di bhi hogi par nokri nahi mili.
desijat said:
One thing that many people might not be aware of, Chautalas can not contest next election after this conviction even if they were to go to Supreme Court right now .
Really? manne to laage hai yo contest bhi karega ar CM bhi banega.
 
Last edited:
Really? manne to laage hai yo contest bhi karega ar CM bhi banega.

Jibbe party worker ki tarreya laga pada hai bachav main phal khatar... ;)

On a serious note, highly unlikely for Mr. Chautala to be CM, and specially if Jat reservation falls in place before elections.
 
Jibbe party worker ki tarreya laga pada hai bachav main phal khatar... ;)
Jab tanne itne panne bhaand diye Congress khaatar to itna haq to mera bhi bane hai ;)
desijat said:
On a serious note, highly unlikely for Mr. Chautala to be CM, and specially if Jat reservation falls in place before elections.
Jat reservation in Hooda's reign is far cry from reality. ar bhai chautala election ladega to ban bhi jayega. He lost last time by a whisker only. If compare these two, I find Hooda a lesser corrupt man than Chautala but a slave of Sonia like any other congressi.
 
यार, जाट दिल से वोट देते है दिमाग से नही... कहानी की पटकथा में अभी और कई ट्विस्ट आएंगे..... अभी शाम होने देर है, पता नही ऊट किधर बैठे...
Jibbe party worker ki tarreya laga pada hai bachav main phal khatar... ;)

On a serious note, highly unlikely for Mr. Chautala to be CM, and specially if Jat reservation falls in place before elections.
 
I find Hooda a lesser corrupt man than Chautala but a slave of Sonia like any other congressi.



So you are saying in spite of the fact the Hooda is a better man(less corrupt, has developed Haryana), he should not win just because he follows his party line?
 
Back
Top