Check This Out

  • Thread starter Thread starter swati
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
S

swati

Guest
Le Bande 2-4 Bottle Kafan Mein Daal Le,
Kabr Mein Baith Kar Piya Karenge,
Aur Gar Khuda Maangega Gunahon Ka Hisab,
1-2 Peg Use Bhi De Diya Karenge..............:d
 
Wah Swati yo badhiya kahi.
Eb meri bhi sun:

Ya Khuda,Agar tujh mein khudai hai, to us minar ko hila,
Ya khuda,Agar tujh mein khudai hai, to ui minar ko hila,

Nahi to do jaam pee, aur meri tarah minar hilte hue dekh!
 
tumhare pyar me main ban gaya barf ka gola,
aur tum ka rahe ho 'thanda matlab cocacola'.!!
 
Le Bande 2-4 Bottle Kafan Mein Daal Le,
Kabr Mein Baith Kar Piya Karenge,
Aur Gar Khuda Maangega Gunahon Ka Hisab,
1-2 Peg Use Bhi De Diya Karenge..............:d

wha wha wha wha swati jee

Kyan jaroorat saaki kee , kyan kaam paimane se
salamat rahe "unki";) aankhe , matlab kyan hume maykhane se
 
Wah Swati I hope you are not going to do the same thing...take bottles in the grave :D

Gar Dum hai teri Dua main toh masjid ko hila kar dikha

Nahin toh 2 Ghoont pi aur masjid ko hilta dekh..:D
 
Bahut Badhia,

Nasha sharab mein hota to nachti botle.Nasha maykhaney me hota to jhumta maykhana.
Nasha to hai unkee aankho mein, Ke main aasman sey chand-tarey laney ki baat karta hon.

Karmveer Chahal


Le Bande 2-4 Bottle Kafan Mein Daal Le,
Kabr Mein Baith Kar Piya Karenge,
Aur Gar Khuda Maangega Gunahon Ka Hisab,
1-2 Peg Use Bhi De Diya Karenge..............:d
 
One from my side...........

Main sharabi hoon sharab chodu kaise,
Ye bhoolati hai gam is botal ko todu kaise,
peene ke baad bhi pyaas baki hai mere dil me,
Sochta hoon ki is botal ko nichodu kaise
 
Le Bande 2-4 Bottle Kafan Mein Daal Le,
Kabr Mein Baith Kar Piya Karenge,
Aur Gar Khuda Maangega Gunahon Ka Hisab,
1-2 Peg Use Bhi De Diya Karenge..............:d


Woh to kafan mein bhi baithe hain bottle lekar
Aur hamara paimana to yahan jeete ji khali hai
Ae khuda hamen kab ye maut aayegi bata de
Unke saath baith kar peene ki baat hi nirali hai
 
Bhai yaade tey whisky sodaa , rum beer saari botell khul ri sey. Badtey e sir ghuman laag jya sey. ..:eek: :) :o :rolleyes: :o :confused:
 
chorri! kimme pad le ...nyu time ka naash mat naa kiya kar eisi baasi shero-shayri daal ke!.....aur suna guitar sikhna suru kara ya nahi!
agar kar diya hai to time usme devote kar nu jatland pe baasi sauda daalne mein nahi!
got it! ;)

rock on
Jit
 
Swati ye to tumne bada mast likha..:D ...aur Deepak, Shamsher ke replies to itne acche hain ki kya bataun....hansi nahin ruk rahi...:)) :))....feeling like yahoo smiley- 'falling on the floor laughing' :D ...keep it up guys!!...thori pee ke dekhni hi padegi ki kaise dikhti hai duniya peene ke baad ;) ;) :D ...ulti ya sab jhumti hui....:D :D ...aur bhi likho doston kuch iss tarah ki mast shayari just like Swati, Deepak and Shamsher did :D
 
aap sab peeke aise behaal hote hain...main kuch iss tarah se hoti hun ;) :D ...

this one i listened somewhere to ye ab aap sabko pesh hai......

ek muskurahat se unki humare hosh gaye
ek muskurahat se unki humare hosh gaye
hum phir se hosh mein aate
usse pahle wo phir se muskura diye
 
chorri! kimme pad le ...nyu time ka naash mat naa kiya kar eisi baasi shero-shayri daal ke!.....aur suna guitar sikhna suru kara ya nahi!
agar kar diya hai to time usme devote kar nu jatland pe baasi sauda daalne mein nahi!
got it! ;)





rock on
Jit


HAAN BHAI GOT IT
KI TU BAHUT RUDE HAI:rolleyes:
 
aap sab peeke aise behaal hote hain...main kuch iss tarah se hoti hun ;) :D ...

this one i listened somewhere to ye ab aap sabko pesh hai......

ek muskurahat se unki humare hosh gaye
ek muskurahat se unki humare hosh gaye
hum phir se hosh mein aate
usse pahle wo phir se muskura diye

BOBO LE ISE BI PADH LE IBJA.
NU KAHUN MAKAA CHIPKAAYA TO HAI YA MAINNE PAR TAI KADHI SUNI NA HOGI;) :-

HAI AASUON MEIN DOOBI TERI MERI KAHANI...

TUM MAAN LO TO AANSU NA MAANO TO BEHTA PAANI...

NAZARON SE TERI NAZREIN KAISE MILAYEIN JAANI!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
...............................................................................................
................................................................................................


TERI DAAYIN(RIGHT) AANKH KAANI MERI BAAYIN (LEFT) AANKH KAAANI:D



(these lines are originally written by a poet-"Sh. Sunil Jogi")
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top