Chitthi

Status
Not open for further replies.

satender

New member
Tere Khushbu Mein Basey Khat Main Jalaata Kaisey,
Jinko Duniya Ki Nigahon Se Chupaaye Rakhaa,
Jinko Ik Umr Kalejey Se Lagaaye Rakhaa,

Jinka Har Lafz Mujhe Yaad Tha Pani Ki Tarah,
Yaad They Mujhko Jo Paigaam-e-zubaani Ki Tarah,
Mujh Ko Pyarey They Jo Anmol Nishaani Ki Tarah.

Tuune Duniya Ki Nigahon Se Jo Bachakar Likhey,
Saalahaa-saal Mere Naam Baraabar Likhey.
Kabhi Din Mein Toh Kabhi Raat Mein Uthkar Likhey

Tere Khushbu Mein Basey Khat Main Jalaata Kaisey?
Pyar Mein Duubey Huye Khat Main Jalaata Kaisey?
Tere Haathon Ke Likhey Khat Main Jalaata Kaisey?

Tere Khat Aaj Main Ganga Mein Bahaa Aayaa Hoon,
Aag Behetey Hue Paani Mein Lagaa Aayaa Hoon.

:cool: :cool: :cool: kahin padha tha achha laga,aapke liye likh diya
 
Last edited:

:cool: :cool: :cool:

Wah Wah Wah Wahb

DHANYAWAD
 
bhoot ache bhai satender lage raha aise hee....

netra....
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top