CONGRESS MUKT BHARAT - Haryana & Maharashtra Polls

kangress ki jad bhot gehri sain bhai. aar bhai saari haan ek dhaal ka saag koni khaya jawe. janta pher badal degi sarkar.

Kangress mukt bhart ho jayega...Kangress wale bhi BJP join kar lege.... Different to batao kya rhega. Kacchedaari or congress main...

I used to hate congress a lot. Still I don't like Sonia and Rahul. Manmohan Singh and Hooda did great job. both belong to congress. Acche Insaan khi bhi ho sakte hai.
 
Thik keho so bhai. k karan, ek sabzi bi to koni khayi jaaye.

- bjp congress ko kehti thi black money leke aao, jabki bjp ko pata tha ki treaty ho rakhi hai aur black money nahi aa sakti. lekin chunavi mudda banaya, janta ko pagal banaya.

- bjp kehti thi fdi mat leke aao, lekin aaj khud hi fdi pe fdi.

khair ye sab rajniti hi bhaijaan. kya karein, yahan sab chalta hai.

congress se bjp mei mil jaate hai jab sarkar banane ki baat aati hai aur phir dobara congress mei mil jate hain jab lagta hai us side sarkar ban ruhi hai. Maharsatra mei hi laga lo, NCP kab se malayi kha rahi hai. aur ab BJP ke saath malayi khane ke chakkar mei hai. Chor Chor mausere bhai.
 
Itni Ijaat ye aapne baap ki nhi karte jitni kacchdaariyo ki kare sa.. Kuch logo ki aapne bedroom bhi inki photo lagye milege Lol...

Ek Chairman hai mehare gaam main uske dhorre mera aana jaana tha phaley...

15 saal phaley chautala ne uske police ke ladu batwa diye per wo Police main nhi laga... Fer Usne Congress join kar li... Uske ghar main 50 congress ke photo lage hue they...Baad wo block- shmiti ka chairman bana gaya...

eb wo BJP ke vote mangta fhire they. Kyunki halke main bjp ke chance they or 4-5 lakh rs banya liye vote mangne ke....Eb Roz uski kacche wale ke ghee ka diwa lagwe hai...

Bade budde bole kare... 100 saal main to kurdi ke bhi bhaag jag jawe hai..

Jo BJP ne bola kar sarkar main aai thi ager wo dekhe to ab to zero hai.

Ager unke vaado or promises ko chodker kaam dekhe to accha hai...
 
Last edited by a moderator:
Na Chautale ke saath chale ar na Hooda ke, aapni ijjat aap kharab karne lag rahe hain. Ye kachhadhaari agar Jat ko bi banwaayenge to vo bhi Punjabi-baniyo jaisa hi hoga.
bahut dukh hoya
 
कुछ शेख चिल्ली और मुंगेरीलाल टाइप कांग्रेस समर्थक और पत्रकार हाँक रहे हैं कि कांग्रेस 1977 के बाद जैसी वापसी करेगी। 1977 में भी कांग्रेस 44 सीटों तक नहीं सिमटी थी। उस समय भी 150 के आस पास सीटें थी, उस समय सोशल मीडिया नहीं था, उस समय इंदिरा गांधी जैसी नेत्री थी कांग्रेस के पास. कोई सोनिया राहुल जैसे नहीं. उस समय आज के जैसी जागरूकता नहीं थी.
 
Back
Top