netrapalsingh
New member
Jaisa performance indian circket team ka hal ke dino me raha hai wo sab ko maloom hai. 20-20 world cup me 1 match ham har chuke hai or semifinal me jane ke liye done match jeetne jarooree hai.
Dhonee ko 20-20 ka captain banana kaha tak uchit hai ye to aap dekh chuke hai ek match me india ball out se jeete to dhonee ko asmaan pe chadha diya gayaa or dusra harte hiee usme kamee hee hamee najar ane lagee.
Dravid ke achanak captainship chodne se sab aascharyachakit rah gaye.
Kya Dravid kisee pressure me tha....ye bhee ek sawaal hai.
Abhi bhee captain ship ko tamashaa banayaaa ja raha hai kabhi tentulkar kee bat kee jaa rahee thee kee achanak donee ko onday ka captain ghoshit kardiya gaya or testmatch ke liye abhi bana bakee hai.
Team Selection bhee ho gayee one day matches Austreliya or Pakistaan series ke liye. Sehwag bahar jab kee 20-20 match me usne kuch apne performance ko sudhara......abhi fir pressure jabkee 2 match bakee hai...
netra....

Last edited: