shailendra
New member
Ek aadmi Daru ke aaade ke bahar baith ker sharaab pee raha tha ke ek Pandit aaya aur us se bola,"Sharam aani chaiye! Daaru peena paap hai! Yeh Daaru nahi vinaash ka paani hai!"
Aadmi ko bahaut gussa aaya,"Tumhe kese pata? Kabhi pee bhi hai kya?"
"Nahi moorakh, Mughe mere guru ne sab bataya hai!" Pandit jhat bola.
"Ama, Kabhi pee nahi to laa main pilwaata hun. Tughe phir bhi laga ke Daaru buri cheez hai to kasam se mai khud peena chood dunga!"
Ab Pundit gusse mein bola,"Kya kehta hai! Main thera ek Pandit, aise Daaru ke adde ke saamne baith ker kaise pee sakta hun!"
Aadmi bola,"To phir dekh main andar se chai ke cup mein daaru daal ke laata hun, kisi ko pata nahi chalega!"
Pundit badi mushkil se jake maana, aur wo aadmi Adde mein daaru lene gaya.
"Bhai mere liye ek aur glass Rum!" Us Aadmi ne adde ke maalik ko paise deke kaha, phir dheemi awaaz mein bola,"Aur zara ek chai ke cup mein whiskey daal ke bhi dena!"
Maalik bola,"Aare satyanaash ho, Bahar wo sharaabi Pundit phir aa gaya kya???"